Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePradeep Kumar
HomePradeep Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage paapi man mori baat na maane paapi man mori baat na maane kaun ise aaye samjhaane machal machal reh jaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage mann mein samaayi more shyaam suratiya mann mein samaayi more shyaam suratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya baat samajh nahin aa aaa aaye baat samajh nahin aaaa aaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage de hi gaya jo dard suhana de hi gaya jo dard suhana mushkil hai ab usko bhulana pee bin kachhu nahin bhaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage
tumse door chale hum majboor chale pyaar bhare dil mil na sake neel gagan ke tale neel gagan ke tale tumse door chale hum majboor chale pyaar bhare dil mil na sake neel gagan ke tale neel gagan ke tale na teri khata na meri khataa ye hain kismat ke khel tum bhi chaaho hum bhi chaahe ho na sake par mel main majboor huyi tumse door huyi roothi huyi takdeer ke aage kiska zor chale kiska zor chale sukh chain gaya armaan lute iss pyaar ki raahon mein wo preet meri wo geet mere dhal gaye aanhon mein tum bin reh na sakun par kuchh keh na sakun lok laaj ke ghunghat mein ro ro koi jale ro ro koi jale tumse door chale hum majboor chale pyaar bhare dil mil na sake neel gagan ke tale neel gagan ke tale
sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam maatram sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa ehsaas thoda to jagaayen apne dilon mein hum vande maatram vande maatram kya naam hai apna jahaan mein khadein hain kahan pe hum vande maatram vande maatram hai humein jaana kahan aur chale hain kahan pe hum hum se poochhe hai ye maatre watan vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram o o o sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam matram vande jana hai taaron se aage ab na rukenge hum vande maatram vande maatram hoo ik nayee subah jagaayen saare jahaan pe
wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen wo muhabbat jab se loota gardishon ne ishq tanhaa reh gaya hai unki yaadon ke alaawa ab yahaan kya reh gaya hai ab yahaan kya reh gaya hai humse rutha hai khuda bhi kiss ko apna ghum dikhaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat naam unka dhundhtaa hai ab bhi dil ki dhadkanon mein kat rahi hai zindgani haaye kitni uljhanon mein haaye kitni uljhanon mein kaash khaabon mein wo aa kar haalat e dil dekh jaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat chand aahon ka sahaara chand ashqon par guzaara ye bhi koi zindagi hai aye mere parvardigaara aye mere parvardigaara khud hi baksha pyaar tune khud hi humko di sajaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen
woh khush naseeb hai jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein hum ko mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein hum ko lagaye rakhate hain seene se har ghadi ghum ko jo khatm ho na kabhi aisa intezaar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain sitam hai ghum ke samandar mein har kushi doobi sitam hai ghum ke samandar mein har kushi doobi hamaare ashq mein khud apni zindagi doobi sahara de koi aisa na ek baar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain
yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi paanv mere tod de aawaaragi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aa gayi jo apne ghum par us hasi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le
oh ho ho ho oh ho ho ho ye din din hain kushi ke ye din din hain kushi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din din hain kushi ke ye din din hain kushi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din oohhoo oohhoo oohhoo ye hai suhana saman pyaar ka saari zindagi mein aitabaar ka ye hai suhana saman pyaar ka saari zindagi mein aitabaar ka sun le sur ye baansuri ke sun le sur ye baansuri ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din oohhoo oohhoo oohhoo beete jo yun hi intzaar mein phir kya maza hai is bahaar mein beete jo yun hi intzaar mein phir kya maza hai is bahaar mein ye pal haaye bekasi ke ye pal haaye bekasi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke aaja re aaja mere saathi zindagi ke ye din oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo oohhoo main saaz tu meri aawaaz hai main saaz tu meri aawaaz hai tu meri zindagi ka
kahaan ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar haan tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar waah waah hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen haan haan wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen achchhaa zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen muhabbat ki duniyaa ho ghum se begaana rahe na kisi ka bhi darr aji darr kaisa ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar chaliye hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm aaaa haaa haaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa baharon ke din hon jawaan ho nazaren aa haa haa haa haseen chandani ho nadi ke kinare kya baat hai baharon ke din hon jawaan ho nazaren haseen chandani ho nadi ke kinare naa aaye jahan bhool kar badnasibi
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye kisne geet chheda ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri chori chori haule haule thandi thandi hawaayen chori chori haule haule thandi thandi hawaayen kaliyon ke mukh chumen bagiyaa ko dulraaye daali daali jaaye lachak lachak kis ki zulf bikhri ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera anjaani dagari pe chala dekho mann mera matwaala gaya behak behak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara mere saajan tere kaaran maine chhoda jag saara sang tere chali runak jhunak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara
ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye chaand ye sitaare kehte hai mil ke saare aajaa pyaar kare ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise iqraar kare dil mein hai kuchh kuchh kahe zubaan pyaar yahi hai jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye pyaar ki lambi raahen baahon mein daalen baahen kahin door chalen baithe hain ghera daale ye zaalim duniyaa waale humen dekh jale jalta hai to jale jahaan thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir
ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka kisi ki nighahon mein muhabbat ki raahon mein khoya gaya hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki ye bheegi fizaayen suhaana samaan koi le ke dil chhup gaya hai kahaan chale aayenge ye zameen aasmaan bula ke to dekhen kisi ki zubaan muhabbat ke dil mein shamma jab jali hai aayega aayega parwana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki mere dil ke armaan jagaavo nahin muhabbat ki baaten banaavo nahin ye keh ke mera dil dukhaao nahin hansi pyaar ki tum udaao nahin asar kar gayi hain ye baaten teri sunn ke hua hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki
ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko mere haath mein haath de do zara sahara milega mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ho o o badal jaaye duniya na badlenge hum badal jaaye duniya na badlenge hum basaya hai jab apne dil mein tumhein basaya hai jab apne dil mein tumhein nibhana hi hoga is iqraar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to ho o o zamaane ke ghum se humein kaam kya zamaane ke ghum se humein kaam kya humein tum mile aur kya chaahiye humein tum mile aur kya chaahiye ke hum chhod baithe hain sansar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye
aa aa aa aa aa aa zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare jo de de tu mujhko to phir main luta doon kisi ki nazar pe ye saare aa aa aa to hoke ye rangeen sapne saja ke mitta to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge tumhare sahaare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane tumhare sahare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane jo tum saath doge to aayegi ik din manzil gale se lagaane aa aa aa itna to dil ko yakeen hai humein tum dagaa to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge aa haa ha haa
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai taj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai do mohabbat bhare dil saath dhadakte ho jahaan sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari jab pyaar hua do nain mile jab aayi bahaar aur phool khile jab baat huyi aur lab na hile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari itna sa hai dil ka afsaana apna na hua ik begaana nazaren to mili par dil na mile kuchh unse humein shiqave na gile kya khoob mile ulfat ke sile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari reh reh ke tadapna ghabaraana har baat pe dil bhar bhar aana aansoo bhi bahe seena bhi jale armaan ajab sanche mein dhale iss pyaar se hum be pyaar bhale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Sang Lage Piya Taj (1956) 04:19 36823
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:19   Song Number : 36823   

Tumse Door Chale Hum Majboor Pyar Ki Rahen (1959) 03:13 19191
 
Poster of Pyar Ki Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kanu Ghosh
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Pradeep Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 19191   

Vande Maatram (Lata Mangeshkar) Anand Math (1952) 04:45 11284
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Patriotic
Year- 
1952
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Des
Duration : 04:45   Song Number : 11284   

Wo Muhabbat Noor Jehan (1967) 03:31 13885
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13885   

Woh Khush Naseeb Hain Hill Station (1957) 03:17 13335
 
Poster of Hill Station (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 13335   

Yaa Meri Manzil Bataa Rakhi (1962) 03:09 14055
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 14055   

Ye Din Din Hai Khushi Ke Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 06:06 37190
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 06:06   Song Number : 37190   

Ye Hansta Hua Carvaan Zindagi Ka Ek Jhalak (1957) 03:07 16435
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 16435   

Ye Kisne Geet Chheda Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:44 13737
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 13737   

Ye Mausam Rangeen Sama Modern Girl (1961) 03:20 13756
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Saida Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13756   

Ye Mehfil Sitaaron Ki Arab Ka Saudagar (1956) 03:11 16203
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shashikala
Duration : 03:11   Song Number : 16203   

Ye Wada Karo Raj Hath (1956) 03:32 12111
 
Poster of Raj Hath (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Pradeep Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 12111   

Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 08:14 21458
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 08:14   Song Number : 21458   

Zameen Se Humein Aasmaan Par Adalat (1958) 04:04 11872
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 11872   

Zindagi Pyaar Ki Do Chaar Anarkali (1953) 03:04 12677
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Des
Duration : 03:04   Song Number : 12677   

Zulfon Ki Sunehri Chhaon Tale Zindagi Ya Toofan (1958) 04:02 32166
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 32166   
Karaoke Songs of pradeep kumar, Sad Songs of pradeep kumar, Love Songs of pradeep kumar, Dance Songs of pradeep kumar, Hip-hop songs of pradeep kumar, Best songs of pradeep kumar, Super hit songs of pradeep kumar, hit songs of pradeep kumar, duet songs of pradeep kumar, solo songs of pradeep kumar, old songs of pradeep kumar, famous songs of pradeep kumar, Hindi Karaoke Songs of pradeep kumar, Hindi Sad Songs of pradeep kumar, Hindi Love Songs of pradeep kumar, Hindi Dance Songs of pradeep kumar, Hindi Hip-hop songs of pradeep kumar, best Hindi songs of pradeep kumar, super hit Hindi songs of pradeep kumar, hit Hindi songs of pradeep kumar, duet Hindi songs of pradeep kumar, solo Hindi songs of pradeep kumar, old Hindi songs of pradeep kumar, famous Hindi songs of pradeep kumar, Sing Along Songs of pradeep kumar, Sing Along Sad Songs of pradeep kumar, Sing Along Love Songs of pradeep kumar, Sing Along Dance Songs of pradeep kumar, Sing Along Hip-hop songs of pradeep kumar, Sing Along Best songs of pradeep kumar, Sing Along Super hit songs of pradeep kumar, Sing Along hit songs of pradeep kumar, Sing Along duet songs of pradeep kumar, Sing Along solo songs of pradeep kumar, Sing Along old songs of pradeep kumar, Sing Along famous songs of pradeep kumar