Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalyanji Anandji
HomeKalyanji Anandji
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare maathe par sindoori sooraj honthon pe dehkate angaare saaya bhi jo tera pad jaaye saaya bhi jo tera pad jaaye aabaad ho dil kaa viraana chandan sa badan chanchal chitwan tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zarurat hai pehle bhi bahot main tarsaa hoon pehle bhi bahot main tarsaa hoon tu aur naa mujhko tarsaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan
chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi suni kuchh baat naa meri naa apni baat samjhaayi naa apni baat samjhaayi chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de abhi jo haath hai dil par use dam bhar to hatne de use dam bhar to hatne de chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana khudara yun to naa todo labon tak laa ke paimaana labon tak laa ke
chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek begaane ki shehnaaiyon ki goonj mein dab ke reh gayi aah deewaane ki dhanwaanon ne deewaane ka ghum se rishta jod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya wo kya samjhe pyaar ko jinka sab kuchh chaandi sona hai dhan waalon ki is duniya mein dil to ek khilona hai sadiyon se dil tootta aaya dil ka bas ye rona hai jab tak chaaha dil se khela aur jab chaaha tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek
chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam dekho logo zara to socho bani kahani kaise kahin pe khushiyan kahin pe ghum hain kyun hota hai aise kyun hota hai aise wah re tere kaam kahin subah kahin shaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam rok rahe hain raahen meri naina tikhe tikhe hum to khaali baat ke rasiya ishq nahin hum seekhe ishq nahin hum seekhe jahaan bhi dekha kaam karta wahi salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam main hoon gareebon ka shehzada jo maango wo de dun shehzade talwaar se khelen main ashkon se khelun main ashkon se khelun mehnat mera kaam dena uska kaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi hooo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi par marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi ho main mar jaaongi ho o o ho o o yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu ik banjaaran ke matwaari naino ka hai jaadoo tu na jaa meri muskaan pe khel jaaongi main bhi jaan pe chhodoongi na saath chhodoongi na saath aisi kya hai baat ke main darr jaaongi hoo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi hoo main mar jaaongi ho o o ho o o kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra yaad ye rakhna tu sajnaa ye mera waada thehra babul ki galiyaan chhod ke aaongi chunariyaa odh ke
Chhoti Umar Mein
yehhhh chhuk chhuk chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe bajaate rahen are gaate rahen tab tak hum hum hum hum chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi dekh dekh tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi are itna nahin are na na na na na na na itni nahin hoon anadi iss khel ki main hoon khiladi sur ko sambhal sur ko sambhal zara taal ko sambhal dono ko sambhal warna hoga bura haal are dil kare haaye haaye dil kare dhak dhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum yaaa yaa yaaa yaya yayaaa everybody are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao gaao na are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao hooooo ooooo oooo oooo ooooo mil jo gaye hum safar mein ab milke hi rahenge duniyaa se dil ka fasaana gaa ke bajaa ke kahenge mil gaye pyaar mein mil gaye pyaar mein yun sur aur taal aage ab dekhna
chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya sapnon mein koi aaya jaag uthi bindiya aaa chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya chubh chubh gayi akhiyon mein rang bhari bindiya aa chori ho gayi raat nain ki nindiya dil ne kisi ki jo aahat paayi reh gayi main le ke ek angdaayi dil ne kisi ki jo aahat paayi reh gayi main le ke ek angdaayi jiya jab dhadka to khul gayin akhiyaan chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya din bhi gayi leke rain bhi leke wo jo gayi mera chain bhi leke din bhi gayi leke rain bhi leke wo jo gayi mera chain bhi leke tum jaise naina the tumhri suratiyaa chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya jaagi huyi akhiyon mein dekh ke laali laave sab daaran ko kajra ki pyaali jaagi huyi akhiyon mein dekh ke laali laave sab daaran ko kajra ki pyaali samjhe nahin koi jiyara ki batiyaan chori ho gayi raat nain ki
nigahen neechi kiye sar jhukaye baithi hain haaye are yahi to hai jo mera dil churaye baithi hain hey he he chup chup chup kyun baithi ho haan chup chup chup kyun baithi ho main bhi akela aur tum bhi akeli ho tumsa hansi dekha nahin mujhsa jawaan hoga kahan khatre bade hain in raahon mein aaja aaja o meri baahon mein chup chup chup kyun baithi ho yeh pyaar ke din hain yeh pyaar ke din hain ikraar ke din hain na aise khafa ho kabhi toh tamanna nikalo haan na meri baat taalo na meri baat taalo gale mein haath dalo kyun pyaar ko samjhe gunahon mein aaja aaja ho aaja aaja o meri baahon mein chup chup chup kyun baithi ho tere gaalon ko chhoo lun tere gaalon ko chulun tere baalon ko chulun yeh bolo ke humse tumhen kya milega akad ke main kheench lun pakad ke main kheench lun pakad ke tumhe rakh loon jakad ke dum lele tu dil ki panahon mein aaja aaja ho aaja aaja o meri baahon mein ho chup chup chup kyun baithi ho main bhi akela aur tum bhi akeli ho tumsa hansi dekha
aye are chupke se dil de de naii te naii te shor mach jaaegaa shor mach jaaegaa chupke se dil de de naii te shor mach jaaegaa haan shor mach jaaegaa oye main ho gayi badnaam te na soch tu bach jaaegaa shor mach jaaegaa oye main ho gayi badnaam te na soch tu bach jaaegaa shor mach jaaegaa oye hoye hoye oh ho hoo oh ho hoo oh ho hoo oh ho hoooo hoooo ooooo ooo oooo hoooo are hoooo oooo jaise raat akele mein kya milte hain chaand chakori hoo chhup chhup ke mil jaanaa kahan sapnon mein aake o gori dekh o dilbar jaani bol preet teri deewani woh to hai chhod ye prem kahaani nai te shor mach jaaegaa aaha chupke se dil de de nai te shor mach jaaegaa haan shor mach jaaegaa oye main ho gayi badnaam te na soch tu bach jaaegaa shor mach jaaegaa laai laai laai la la la la la la la la la la laaaa hoooo oooo ho ooo oooo hooo oooo aaaaaaaa aaaaaa chaahe jo bhi ho jaye kyaa mujhe pyaar nahin kaana hai na na na mar jaanaa hai chup rah ke taubaa taubaa iqraar nahin karna hai maan le
darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar phoolon ko dekha tune jab jab aayi bahaar ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein mujhe nahin dekha ek baar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar sooraj ki pehli kirnon ko dekha toone alsaate huye sooraj ki pehli kirnon ko dekha toone alsaate huye raaton mein taaron ko dekha sapnon mein kho jaate huye yun kisi na kisi bahaane yun kisi na kisi bahaane tune dekha sab sansaar tune dekha sab sansaar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar kaajal ki kismat kya kahiye naiyno mein toone basaaya hai kaajal ki kismat kya kahiye naiyno mein toone basaaya hai aanchal ki kismat kya kahiye tune ang lagaaya hai hasrat hi rahi mere dil mein hasrat hi rahi mere dil mein banon tere gale ka haar banon tere gale ka haar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar phoolon ko dekha tune jab jab aayi bahaar ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein
aa aa aaa aaa aaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaaaaaa aaa aaa aaa aaa deep jalaaye jo geeton ke maine deep jalaaye jo geeton ke maine toofaan kyun kar aaye toofaan kyun kar aaye ashqon ka saagar ashqon ka saagar kya kam tha baadal kyun barsaaye deep jalaaye jo geeton ke maine toofaan kyun kar aaye jis pal ne har pal tarsaaya aaj wahi pal humne paaya jis pal ne har pal tarsaaya aaj wahi pal humne paaya swaron ki maalaaa swaron ki maala pehli baar hum tujhe pehnaane aayeee deep jalaaye jo geeton ke maine toofaan kyun kar aaye ho oo ooo oooo ooo ooo oo oo oo ooo oo hoo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo oooo oooo oooooooo deep jalaaye jo geeton ke maine khushiyon ke baadal chhaye khushiyon ke baadal chhaye shabd bane teri baaton se sur janme teri saanson se shabd bane teri baaton se sur janme teri saanson se teri kripa seee hey maa hey maaaaaaaa hey maa teri kripa se koi bhi insaan kalaakaar ban jaaye deep jalaaye jo
Deewana Keh Ke Logon Ne
deewana main hoon tera deewana main hoon tera khushboo se teri mehke zamaana main to ye jaanun tune naa jaana deewana main hoon tera tu mil gayi to jahaan mil gaya teri hansi se dil khil gaya mujhe zindagi ka sila mil gaya tu mil gayi to jahaan mil gaya har saans gaaye tera taraana deewana main hoon tera hum hain paraaye koi ghum nahin tujhse juda to hai hum nahin itni khushi bhi kuchh kam nahin hum hain paraaye koi ghum nahin ye geet mera naa bhul jaana deewana main hoon tera deewana main hoon tera khushboo se teri mehke zamaana main to ye jaanun tune naa jaana deewana main hoon tera
aap ke dil mein jo thodi si jagah mil jaaye apne armaanon ki betaab kali khil jaaye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye jawaani mein jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan mujhe tu hi tu humsafar chaahiye humsafar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan humare liye hai yahi aashiyaan yahi aashiyaan bina pyaar ke zindagi kuchh nahin bina pyaar ke zindagi kuchh nahin jahaan pyaar hai har khushi hai wahin ho phoolon bhari chaahe chaahe kaanton bhari haan kaanton bhari chale jiss pe tu wo dagar chaahiye dagar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye ke dil
deewanon se ye mat poochho deewanon se ye mat poochho deewanon pe kya guzari hai guzari hai haan unke dilon se ye poochho armanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho auron ko pilate rehten hain aur khud pyase reh jaate hain auron ko pilate rehten hain aur khud pyase reh jaate hain ye peene waale kya jaane paimanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho maalik ne banaya insaan ko insaan mohobbat kar baitha maalik ne banaya insaan ko insaan mohobbat kar baitha wo upar baitha kya jaane insaanon pe kya guzari hai guzari hai haan unke dilon se ye poochho armanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho
dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya dekhein tujhe dekh liya sab dekh liya ho tujhe dekh liya sab dekh liya dekha hai sabhi ne chaand ko nazron mein yunhi naraazi hai nazron mein yunhi naraazi hai par dil hi dil mein raazi hai ab duniya jo chaahe soche ab duniya jo chaahe soche hum kyun jaane tujhe jaan liya sab jaan liya tujhe jaan liya sab jaan liya dekha hai sabhi ne chaand ko honthon pe aab e hayat liye honthon pe aab e hayat liye chalti hai baharein saath liye tere jaisa haseen koi aur bhi ho tere jaisa haseen koi aur bhi ho usse kyun maane tujhe maan liya sab maan liya ho tujhe maan liya sab maan liya dekha hai sabhi ne chaand ko kuchh aise dil ne pukara tujhe kuchh aise dil ne pukara tujhe jannat se zameen par utaara tujhe ab aur khuda ke paas hai kya ab aur khuda ke paas hai kya hum kya maange tujhe maang liya sab maang liya ho tujhe maang liya sab maang liya dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya
dekha maine dekha haa haa dekha maine dekha sapno ki ek raani ko roop ki ek mastani ko masti bhari jawaani ko haye re haye maine dekha maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekha haa thi badi wo chanchal haye le gayi dil matwaala mera le gayi dil matwaala pyaar ko kya samjhe tu ghoda chalane waala ghoda gaadi chalane waala thodi si wo kaali thi thodi si wo kaali thi badi hi gusse waali thi lekin wo dilwali thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha haan maine dekhaa tan se aanchal khiska chham se wo jab nikli chham se wo jab nikli loot ke le gayi mehfil ban ke wo jab nikli haaye ban ke wo jab nikli sundar thi albeli thi sundar thi albeli thi lagti nayi naveli thi pyaar ki ek paheli thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekhaa jee mera ye chaahe maang main uski bhar doon maang main uski bhar doon apna saara jeevan usko arpan kar doon main usko arpan kar doon duniyaa ko dikhlaunga duniyaa ko
Dekho Sapne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chandan Sa Badan (Male) Saraswatichandra (1968) 03:59 20277
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20277   

Chandani Raat Mein Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:21 13236
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 13236   

Chandi Ki Deewar Vishwas (1969) 05:19 20278
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20278   

Chhalia Mera Naam Chhalia (1960) 04:01 20283
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20283   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chhoti Si Umar Mein Bairaag (1976) 04:33 20301
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:33   Song Number : 20301   

Chhoti Umar Mein Aakraman (1975) 05:27 37463
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Rekha
Duration : 05:27   Song Number : 37463   

Chhuk Chhuk Rafoo Chakkar (1975) 03:46 14037
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Various
Duration : 03:46   Song Number : 14037   

Chori Ho Gai Raat Ishaara (1964) 04:46 18156
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 04:46   Song Number : 18156   

Chup Chup Kyun Baithi Ho Hamrahi (1974) 03:10 37814
 
Poster of Hamrahi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tanuja
Duration : 03:10   Song Number : 37814   

Chupke Se Dil De De Maryada (1971) 03:35 36351
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mala Sinha
Duration : 03:35   Song Number : 36351   

Darpan Ko Dekha Tune Upaasna (1971) 04:38 14382
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz
Duration : 04:38   Song Number : 14382   

Deep Jalaaye Jo Geeton Ke Kalakaar (1983) 05:39 40124
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Kunal Goswami
Duration : 05:39   Song Number : 40124   

Deewana Keh Ke Logon Ne Majboor (1964) 03:46 37564
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:46   Song Number : 37564   

Deewana Main Hoon Rukhsat (1988) 03:52 14086
 
Poster of Rukhsat (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 03:52   Song Number : 14086   

Deewane Hain Deewanon Ko Zanjeer (1973) 04:47 20389
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Gulshan Bawara, Sanjana
Duration : 04:47   Song Number : 20389   

Deewanon Se Ye Mat Poochho Upkar (1967) 03:40 20320
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 20320   

Dekha Hai Sabhi Ne Dil Ne Pukara (1967) 04:18 13112
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:18   Song Number : 13112   

Dekha Maine Dekha Victoria No 203 (1972) 04:30 14395
 
Poster of Victoria No 203 (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Saira Banu
Duration : 04:30   Song Number : 14395   

Dekho Sapne Ganga Ki Saugand (1978) 05:36 12969
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi
Duration : 05:36   Song Number : 12969   
Karaoke Songs of kalyanji anandji, Sad Songs of kalyanji anandji, Love Songs of kalyanji anandji, Dance Songs of kalyanji anandji, Hip-hop songs of kalyanji anandji, Best songs of kalyanji anandji, Super hit songs of kalyanji anandji, hit songs of kalyanji anandji, duet songs of kalyanji anandji, solo songs of kalyanji anandji, old songs of kalyanji anandji, famous songs of kalyanji anandji, Hindi Karaoke Songs of kalyanji anandji, Hindi Sad Songs of kalyanji anandji, Hindi Love Songs of kalyanji anandji, Hindi Dance Songs of kalyanji anandji, Hindi Hip-hop songs of kalyanji anandji, best Hindi songs of kalyanji anandji, super hit Hindi songs of kalyanji anandji, hit Hindi songs of kalyanji anandji, duet Hindi songs of kalyanji anandji, solo Hindi songs of kalyanji anandji, old Hindi songs of kalyanji anandji, famous Hindi songs of kalyanji anandji, Sing Along Songs of kalyanji anandji, Sing Along Sad Songs of kalyanji anandji, Sing Along Love Songs of kalyanji anandji, Sing Along Dance Songs of kalyanji anandji, Sing Along Hip-hop songs of kalyanji anandji, Sing Along Best songs of kalyanji anandji, Sing Along Super hit songs of kalyanji anandji, Sing Along hit songs of kalyanji anandji, Sing Along duet songs of kalyanji anandji, Sing Along solo songs of kalyanji anandji, Sing Along old songs of kalyanji anandji, Sing Along famous songs of kalyanji anandji