Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajesh Khanna
HomeRajesh Khanna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge mat sharmaao aa jaao mat sharmaao aa jaao meri baahon mein dekho apni tasveer meri nighaahon mein kya hua gar kaanten hain apni raahon mein apni raahon mein inn raahon mein phool bikharte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena tumko humne maan liya rabb tum jaano tumko humne maan liya rabb tum jaano hum ye jaane baaki sab tum jaano kya kehna hai kya nahin ye ab tum jaano ab tum jaano tum jo kahoge hum wo karte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena dukh sukh
diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai dil pe yaadon ke jaise teer chalte hain haan haan haan diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain iss rang roop pe dekho hargiz naaz na karna jaan bhi mange yaar to de dena naraaz na karna rang udd jaate hain dhoop dhalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain daulat aur jawani ik din kho jaati hai sach kehta hoon saari duniya dushman ho jaati hai umr bhar dost lekin saath chalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain
doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke o doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke kaisi hasrat se baabul ki dekhe gali doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke dil na maane magar aaj jaana bhi hai apne saajan se vaada nibhana bhi hai dil na maane magar aaj jaana bhi hai apne saajan se vaada nibhana bhi hai saamne ik nayi zindagi hai magar saamne ik nayi zindagi hai magar peechhe guzra hua ik zamana bhi hai doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke o kaisi hasrat se baabul ki dekhe gali doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke doliyaan khush naseebon ki sajti rahein mehandiyan sab ke haathon mein rachti rahein doliyaan khush naseebon ki sajti rahein mehandiyan sab ke haathon mein rachti rahein phool sehron ke bhi muskurate rahein phool sehron ke bhi muskurate rahein chudiyaan dulhanon ki khanakti rahein doli chadh ke dulhan sasuraal chali doli chadh ke kaisi hasrat se
duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai logon ka ghum dekha to main apna ghum bhool gaya duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai logon ka ghum dekha to main apna ghum bhool gaya duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai koi ek hazaaron mein shayad hi khush hota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai ghar ghar mein yeh matam hai mera ghum kitna kam hai iska hai rang roop yahi isko jeevan kehte hain kabhi hansi aa jaati hai kabhi ye aansoo behte hain kabhi hansi aa jaati hai kabhi ye aansoo behte hain humm dukh sukh ka ye sangam hai mera ghum kitna kam hai duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai logon ka ghum dekha to main apna ghum bhool gaya duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai sab ke dil mein sholey hain sab ki aankh mein paani hai jis ko dekho uske paas ik dukh bhari kahaani hai jis ko dekho uske paas ik dukh
dweeraa tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara dweeraa tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara dweeraa dweeraa hay ra hay ra tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara duniya mein logon ko dhookha kabhi ho jaata hai aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai duniya mein logon ko dhookha kabhi ho jaata hai aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai naagin si meri chaal rakhna dil ka khayaal mere deewano ka ho jaata hai ye haal naagin si meri chaal rakhna dil ka khayaal mere deewano ka ho jaata hai ye haal dweeraa dweeraa deraa deraa tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara turu turu turu turu turu jaagi main saari rain saara jaahan so jaata hai aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai kehti hai ye nazar kab kya ho kya khabar duniyaan mein chand log hote hain jaadugar kehti hai ye nazar haan aa kab kya ho kya khabar haa aa duniyaan mein chand log hote hain jaadugar dweeraa
umm hmm hmm hmm haseena se yun mulaakaat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi phir kyaa hua ye na poochho kuchh aisi baat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi wo achaanak aa gayi yun nazar ke saamne jaise nikal aaya ghata se chaand wo achaanak aa gayi yun nazar ke saamne jaise nikal aaya ghata se chaand chehre pe zulfein bikhri huyin thi din mein raat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi jaan e mann jaan e jigar hota main shaayar agar kehta gazal teri adaaon par jaan e mann jaan e jigar hota main shaayar agar kehta gazal teri adaaon par main ne ye kahaa to mujhse khafaa wo jaan e hayaat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi khoobsoorat baat ye chaar pal ka saath ye saari umar mujh ko rahega yaad khoobsoorat baat ye chaar pal ka saath ye saari umar mujh ko rahega yaad main akela tha magar ban gayi wo humsafar wo mere saath ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi
ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara na meet koi na saathi phir kiske sang wo khele mehlon mein ek akela phirta tha raj dulara ek raja ka ek beta tha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone haha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone suno aage bina laage kehta tha ye wo bechara ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara ek raja ka ek beta tha dost uncle haan uncle aage bolo na aage usne chhoti si ek gudiya banai usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi na wo bole na wo dole karke jatan wo sab hara ek raja ka ek beta tha tum jaisa hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha phir koi jadugar raja ne bulaya gudiya mein jaan dalo gudiya
falak se tod kar dekho sitaare log laaye hai magar main woh nahin laaya jo saare log laaye hai koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye aaj chhalka hai khushiyon se dil ka paimaana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye sabhi ke dilon ko ye dhadka raha hai samaan saaz e dil pe ghazal gaa raha hai sabhi ke dilon ko ye dhadka raha hai samaan saaz e dil pe ghazal gaa raha hai saari baaten ruk gayi hain sab ki aankhen jhuk gayi hain teri mehfil mein aaya shaayer koi mastaana tere liye teri mehfil mein aaya shaayer koi mastaana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye kehngi nighahen sunegi nighahen zubaan se na hogi bayaan ye kahaani kehngi nighahen sunegi nighahen zubaan se na hogi bayaan ye kahaani ho mubaraq ye haseen din koi samjha na tere bin mere chehre pe dil ne likha hai ik afsaana tere liye mere chehre pe dil ne likha hai ik afsaana tere liye koi nazraana
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein pehan ke rangroot fullboot paon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein pehle logon ne rakha tha mera naam nikhattu pehle logon ne rakha tha mera naam nikhattu oye do din mein jag aise ghooma jaise ghoome lattu ho lattu bharti ho kar karnail aa karnail singh ban baitha mera baabu saath mere jurnail singh ban baitha aate dekha mujhko to sab karne lage salaami aage peechhe daude chacha chaachi maama maami haan yaaron ne samaan utha kar rakha apne sar pe yaaron ne samaan utha kar rakha apne sar pe darwaaje par baithe the sab jab main pahuncha ghar pe kas kar poore jor se phir maine salute jo maara sabki chhutti ho gayi phir maine boot se boot jo maara fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein ghar ke andar jaa kar phir jab maine khola baksa ghar ke andar jaa kar phir jab maine khola baksa dekh rahe the sab yun jaise
gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega main shamma hoon tu hai parwaana main shamma hoon tu hai parwaana mujhse pehle tu jal jaayega ho gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega ho o o roop mit jaata hai ye pyaar aye dildaar nahin mittaa ho o o phool murjhaane se gulzaar aye sarkaar nahin mittaa ho o o roop mit jaata hai ye pyaar aye dildaar nahin mittaa kya baat kahi hai oye tauba kya baat kahi hai oye tauba ye dil beimaan machal jaayega ho gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega ho o o aapko hai aisa inkaar to ye pyaar yahin chhodo ho o o pyaar ka mausam hai bekaar ki taqraar yahin chhodo ho o o aapko hai aisa inkaar to ye pyaar yahin chhodo haathon mein haath zara de do haathon mein haath zara de do baaton mein waqt nikal jaayega main shamma hoon tu hai parwaana mujhse pehle tu jal jaayega aa aa aa aa aa aa aa ho
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa gori tori paijaniyaaa gori tori paijaniyaaa paijaniyaa gori tori paijaniyaaa paijaniyaa gori tori paijaniyaaa mann ke khole bhed sajaniyaa mann ke khole bhed sajaniyaa gori tori paijaniyaaa gori tori paijaniyaaa paijaniyaa gori tori paijaniyaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa bairan kahaan sunti hai kahaan sunti hai bairan bairan kahaan sunti hai ye roke kab rukti hai bairan kahaan sunti hai ye chham se bajj uthti haiiiiiiiiiiii ye chham se bajj uthti hai ni pa ma re ni sa tohe bana degi ye dulhaniyaa gori tori gori tori gori tori paijaniyaa paijaniyaa gori tori paijaniyaaa aaaaa aaa aaa aaaa ghar se nikalti hai tu ghar se nikalti nikalti hai tu ghar se nikalti hai tu girti sambhalti hai tu ghar se nikalti ma re dha ni sa ma re re re re ni ni pa ma re sa ni sa re ma pa ni ni ni ni pa ni
Goron Ki Na Kalon Ki (Happy)
lal lal laa lalalala lal laa lalalala lal laa lalalala lal laa gulaabi aankhen jo teri dekhin sharaabi ye dil ho gayaa sambhaalo mujhko o mere yaaro sambhalnaa mushkil ho gayaa dil mein mere khaab tere tasviren jaise hoon deewaar pe tujhpe fidaa main kyun hua aataa hai gussaa mujhe pyaar pe main lut gayaa maan ke dil kaa kahaa main kahin kaa naa rahaa kyaa kahoon main dilrubaa buraa ye jaadu teri aankhon ka ye meraa qaatil ho gayaa gulaabi aankhen jo teri dekhin sharaabi ye dil ho gayaa maine sadaa chaahaa yahi daaman bachaa lun hasinon se main teri kasam khaabon mein bhi bachtaa phiraa naazninon se main taubaa magar mil gayee tujhse nazar mil gayaa dard e jigar sun zaraa o bekhabar zaraa saa hans ke jo dekhaa toone main teraa bismil ho gayaa gulaabi aankhen jo teri dekhin sharaabi ye dil ho gayaa sambhaalo mujhko o mere yaaro sambhalnaa mushkil ho gayaa
aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aa aa aa o oo oooo aa aa aa aa aa aa aaaa aaaaaaa gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali gali gali kali kali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa zara dekho sajan beimaan bhanwra kaise muskaaye haaye kali yun sharmaaye ghunghat mein gori jaise chhup jaaye haaye zara dekho sajan beimaan bhanwra kaise muskaaye haaye kali yun sharmaaye ghunghat mein gori jaise chhup jaaye haaye rut aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali gali gali kali kali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali kisi ko kya kahen hum dono bhi hain dekho kuchh khoye khoye huva kya oye oye jaage jiya mein armaan soye soye kisi ko kya kahen hum dono bhi hain dekho kuchh khoye khoye huva kya oye oye jaage jiya mein armaan soye soye rut aisi haai kaisi ye pawan chali gali gali gunguna rahe hain bhanware
oho ga ga ga ga ga gussa gussa itna haseen hai to pyaar kaisa hoga to pyaar kaisa hoga are aisa jab inkaar hai to iqraar kaisa hoga iqraar kaisa hoga di di di di de eeeeee di di di di de eeeeee eeee di di di di de eeeeee eeee eeee eeee haa haaa haaa palken palken uthi huyi si hain aankhen jhuki huyi si hain palken uthi huyi si hain aankhen jhuki huyi si hain dilkash raseele honthon pe baaten ruki huyin si hain khamoshi khamoshi aisi hai to izhaar kaisa hoga izhaar kaisa hoga ga ga gussa itna haseen hai to pyaar kaisa hoga to pyaar kaisa hoga kaajal agar lagaa leti paagal humen bana deti haan haan kaajal agar lagaa leti paagal humen bana deti bindiyaa agar lagaa leti kayal humen bana deti saadgi saadgi mein husn hai singaar kaisa hoga singaar kaisa hoga yare gussa itna haseen hai to pyaar kaisa hoga to pyaar kaisa hoga di di di di de eeeeee di di di di de eeeeee eeee du du du du do uuuuu uuuuu uuuu haa haa haa dekhun dekhun agar to ghabraaye chhoo loon agar to
Haan Garmi Hai Kahan Hai
hmmm mmmm aasmaan pe chandni ka ek dariya beh raha tha haan to main kya keh raha tha haan to main kya keh raha tha keh rahe the tum hasina ishq mein mushkil hai jeena haan mujhe ab yaad aaya jab se maine dil lagaaya aaj aaj kaun sa din hai shukrawaar hai waqt yunhi jaa raha hai thehro koi aa raha hai koi musaafir hai apne raste jaa raha hai tauba main to dar gaya tha haan to main kya keh raha tha haan to main kya keh raha tha keh rahe the tum kahaani jab se aayi hai jawaani ab suno tum baat aage jab se ye armaan jaage aaj kaun si tarikh hai aaj chhabis tarikh hai pyaar sapne bun raha hai dekho koi sun raha hai maali hai baag se kaliyaan chun raha hai main to dhokha kha gaya tha haan to main kya keh raha tha hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm yaad karte ye fasaana tum mujhe mat bhool jaana kya diwaana hoon main koi jab se meri neend khoi are haan ye kaun sa mahina hai january rutt suhaani jhoomti hai ye police kyun ghoomti hai umm hmm arre baaba tumhen nahin kisi chor
hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai din to uljha hi raha zindagi ki baaton mein saansen chalti hai kabhi kabhi raaton mein kisi ki aah par taaron ko pyaar aaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai sapne chhalte hi rahe roz nayi raahon se koi fisla hai abhi abhi baahon se kiss ki ye aahthen ye kaun muskuraaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai
hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai jahan se tum mod mudd gaye the jahan se tum mod mudd gaye the ye mod ab bhi wahin pade hain hum apne pairon mein jaane kitne hum apne pairon mein jaane kitne bhanwar lapete hue khade hain badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai kahin kisi roz yun bhi hota kahin kisi roz yun bhi hota humari haalat tumhari hoti jo raat hum ne guzaree mar ke jo raat hum ne guzaree mar ke wo raat tum ne guzaree hoti badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai tumhen ye zid thi ke hum bulaate humein ye ummeed wo pukaarein hai naam hothon pe ab bhi lekin aawaaz mein pad gayee daraarein hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai humaari thodi si bewafaai
hey re kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa hey re kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa jisne tujhko janam diya ke jisne tujhko palaaa kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa maani maantayein aur devi dev pooje peed sahi devki ne dhoop mein nehlaane ka god mein khilane ka sukh paaya jashoda ji ne ek ne tujhko jeewan diya re ek ne jeewan sambhala kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa marne ke dar se bhej diya ghar se devki ne re gokul mein bina diye janam jashoda bani mata tujhko chupaya aanchal mein ek ne tan ko roop diya re ek ne mann ko dhala kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa janam diya ho chahe pala ho kisi ne bhed ye mamta na jaane koi bhi ho jisne diya ho pyaar maa ka mann to maa usi ko maane ek ne tujhko di hai re aankhein ek ne diya ujala kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa hey re kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Din Mahine Saal Avtaar (1983) 06:29 20386
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:29   Song Number : 20386   

Diye Jalte Hain Namak Haraam (1973) 03:40 20391
 
Poster of Namak Haraam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 03:40   Song Number : 20391   

Doli Chadh Ke Dulhan Doli (1969) 04:56 13157
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Babita
Duration : 04:56   Song Number : 13157   

Duniya Mein Kitna Ghum Hai Amrit (1986) 05:45 12660
 
Poster of Amrit (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:45   Song Number : 12660   

Duniya Mein Logon Ko Apna Desh (1972) 05:52 20415
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:52   Song Number : 20415   

Ek Ajnabee Haseena Se Yun Mulaakaat Ho Gayi Ajanabee (1974) 04:09 20425
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:09   Song Number : 20425   

Ek Raja Ka Ek Beta Tha Tyaag (1977) 04:40 37680
 
Poster of Tyaag (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Master Tito
Duration : 04:40   Song Number : 37680   

Falak Se Tod Kar Dekho Aan Milo Sajna (1970) 05:49 12571
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:49   Song Number : 12571   

Fauji Gaya Jab Gaon Mein Aakraman (1975) 06:14 17439
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 06:14   Song Number : 17439   

Gore Rang Pe Na Itnaa Gumaan Kar Roti (1974) 04:45 18371
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Rajesh Khanna
Duration : 04:45   Song Number : 18371   

Gori Tori Paijaniyaa Mehbooba (1976) 06:03 13705
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini, Others
Duration : 06:03   Song Number : 13705   

Goron Ki Na Kaalon Ki (Happy) Disco Dancer (1982) 05:32 39273
 
Poster of Disco Dancer (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:32   Song Number : 39273   

Gulaabi Aankhen The Train (1970) 03:03 18061
 
Poster of The Train (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:03   Song Number : 18061   

Gunguna Rahe Hain Bhanware Aradhana (1969) 04:02 20491
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:02   Song Number : 20491   

Gussa Itna Haseen Hai Maryada (1971) 03:44 13689
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mala Sinha
Duration : 03:44   Song Number : 13689   

Haan Garmi Hai Kahaan Hai Maqsad (1984) 05:57 40319
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sridevi
Duration : 05:57   Song Number : 40319   

Haan To Main Kya Raja Rani (1973) 04:14 39396
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:14   Song Number : 39396   

Hansne Ki Chaah Ne Aavishkar (1973) 03:18 12613
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:18   Song Number : 12613   

Hazaar Raahen Mudd Ke Thodisi Bewafaii (1980) 05:21 20512
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 20512   

Hey Re Kanhaiya Chhoti Bahu (1971) 03:54 15569
 
Poster of Chhoti Bahu (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:54   Song Number : 15569   
Karaoke Songs of rajesh khanna, Sad Songs of rajesh khanna, Love Songs of rajesh khanna, Dance Songs of rajesh khanna, Hip-hop songs of rajesh khanna, Best songs of rajesh khanna, Super hit songs of rajesh khanna, hit songs of rajesh khanna, duet songs of rajesh khanna, solo songs of rajesh khanna, old songs of rajesh khanna, famous songs of rajesh khanna, Hindi Karaoke Songs of rajesh khanna, Hindi Sad Songs of rajesh khanna, Hindi Love Songs of rajesh khanna, Hindi Dance Songs of rajesh khanna, Hindi Hip-hop songs of rajesh khanna, best Hindi songs of rajesh khanna, super hit Hindi songs of rajesh khanna, hit Hindi songs of rajesh khanna, duet Hindi songs of rajesh khanna, solo Hindi songs of rajesh khanna, old Hindi songs of rajesh khanna, famous Hindi songs of rajesh khanna, Sing Along Songs of rajesh khanna, Sing Along Sad Songs of rajesh khanna, Sing Along Love Songs of rajesh khanna, Sing Along Dance Songs of rajesh khanna, Sing Along Hip-hop songs of rajesh khanna, Sing Along Best songs of rajesh khanna, Sing Along Super hit songs of rajesh khanna, Sing Along hit songs of rajesh khanna, Sing Along duet songs of rajesh khanna, Sing Along solo songs of rajesh khanna, Sing Along old songs of rajesh khanna, Sing Along famous songs of rajesh khanna