Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne ek ik pal ginun uss ghadi ke liye jiski ummeed mein har koi maa jeeye ek ik pal ginun uss ghadi ke liye jiski ummeed mein har koi maa jeeye aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne main abhi se teri sun raha hoon sadaa door jaise kahin saaz ho baj raha main abhi se teri sun raha hoon sadaa door jaise kahin saaz ho baj raha aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaon tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o ho o o aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa
aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai phool uthaa le to kalaai mein lachak aa jaaye tujh hasina ko khuda ne wo nazaakat di hai main jise pyaar se chhoo loon wo hi ho jaaye mera usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai main gujarta hi gaya teri hasin raahon se ek tere naam ne kya kya mujhe himmat di hai mere dil ko bhi zaraa dekh kahaan tak hoon main usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai tu agar chaahe to duniya ko nachaa de zaalim chaal di hai tujhe maalik ne qayaamat di hai main agar chaahoon to patthar ko bana doon paani usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat
aaaaaa aaaaaa baagon mein baagon mein kaise ye phool khilte hain hooo khilte hain khilte hain banwaron se jab phool milte hain hooo milte hain hooo hooo hooo baagon mein rangeeli rutt aa ke rang deti hain inko rangeeli rutt aa ke rang deti hain inko nahin tumsi koi gori choom leti hain inko phoolon ko phoolon ko honthon se rang roop milte hain hooo milte hain hooo hooo hooo baagon mein hooo ooooo ooooo ooooo oooooo aaaa haaaaa aaaaaa aaaaaa mausam bahaaron ke lagte hain kyun pyaare mausam bahaaron ke lagte hain kyun pyaare hanste hai rote hai kaliyon ke sang saare kaliyon ke kaliyon ke khilne se dil bhi khilte hain hooo khilte hain baagon mein achhchha ab tum bolo aisa kab hota hai achhchha ab tum bolo aisa kab hota hai bade wo ho mat chhedo aisa tab hota hai jab tere jab tere nainon se mere nain milte hain hoooo milte hain baagon mein kaise ye phool khilte hain hooo khilte hain khilte hain banwaron se jab phool milte hain hooo milte hain hooo hooo hooo baagon mein
baali baali umariya bhajan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise baali umariya bhajan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise jhoota jhoota guru ka vachan karun kaise sadhu hun tera sajan banun kaise jhoota ooooo chaal meri bahaki nazar meri doli chaal meri bahaki nazar meri doli chhut gaya bachpan badal gayi boli teri tu jaan mujhe chhod de akela main na ban paaunga sadhu se chailla ooooo ooo oo ooo maaya maaya mein mann ko magan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise baali umariya bhajan karun kaise chadhti jawaani jogan banu kaise baali na ghar ki parwah na logon ka darr hai na ghar ki parwah na logon ka darr hai aisi kya teri hi chadhati umr hai jaane kyun tujh par na koi asar hai teri aur meri barabar umar hai naazuk naazuk kamariya sambhal chalun kaise sadhu hun tera sajan banu kaise jhoota guru ka vachan karun kaise sadhu hun tera sajan banun kaise jhoota ooooo baar baar tujhko ye kaise samjhaun baar baar tujhko ye kaise samjhaun tujhse koi
baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri gagan mehal mein deepak gaate jal gayi ratiyaan deep jala ke gagan mehal mein deepak gaate jal gayi ratiyaan deep jala ke preet agan kab kam deepak se pal pal jalna hoga tujh bin baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri door bahut hai mann ka basera chhod chale tum saath kyun mera door bahut hai mann ka basera chhod chale tum saath kyun mera kaise pahunchunga manzil par jeena hoga ghadiyaan gin gin baat adhuri reh gayi uss din aaj mujhe keh lene do baat adhuri
baat hai ik boond si dil ke pyaale mein baat hai baat hai ik boond si dil ke pyaale mein aate aate honthon tak tufaan na ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat kya armaan wo kya dil ke liye baat kya tufaan mein jo jeene ka saamaan na ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat kya armaan wo kya dil ke liye baat kya raaz hai kya aisa hmm hmm hmm hmm dekho taalo na hmm hmm hmm hmm hum koi gair hain kya hmm hmm hmm hmm hmm phir keh daalo na hai dil ki wo lehar aisi chanchal jo ise chheda kisi matwaale ne jo ise aate aate honthon tak tufaan na ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat kya armaan wo kya dil ke liye baat kya meri aankhen padhiye hmm hmm hmm hmm hmm kuchh likha hoga hmm hmm hmm hmm hmm dhadkan sunte ho hmm hmm hmm hmm hmm dil sunta hoga waise to hai mere dil mein bhi halchul phir bhi halchul wo kya dil ke liye phir bhi tufaan mein jo jeene kaa samaan naa ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat hai ik boond si dil ke pyaale mein baat hai tum kahan main
hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha bada khushnaseeb hai jise tu naseeb hai bada khushnaseeb hai jise tu naseeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai bada khushnaseeb hai jise tu naseeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai bada khushnaseeb hai sadke jaayen teri nazar ke teer chalaayen jee bhar bhar ke sadke jaayen teri nazar ke teer chalaayen jee bhar bhar ke jee uthe hum tujhpe mar ke haal e dil na puchhiye haal e dil ajeeb hai haaye haal e dil na puchhiye haal e dil ajeeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai bada khushnaseeb hai hum toh kahaan the tere kaabil tera karam hai toone diya dil hum toh kahaan the tere kaabil tera karam hai toone diya dil khud hi chal ke aa gayi manzil wo to baadshah hai bhale hi gareeb hai haye wo to baadshah hai bhale hi gareeb hai usse aur chaahiye kya jiske tu kareeb hai usse aur
badariyaa aaaaa badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar liye khadi hai preet gagariya liye khadi hai preet gagariya joganiya is paar badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar garajan laage megh maai re naachan laage mor dheemi dheemi chamke bijariyaa dheemi dheemi chamke bijariyaa shor kare ghan ghor shor kare ghan ghor ab duniya gayi pukaar ab duniya gayi pukaar badariya baras gayi us paar bhare sarovar panchhi pyasaa kaise man samjhaun na dil jaane na dil maane kya bolun kya gaaun kya bolun kya gaaun toote veena ke taar toote veena ke taar badariya baras gayi us paar kook kook kar tu to koyaliya apna piya bulaaye soye dard jaga mat bairan yaad kisi ki aaye yaad kisi ki aaye mere soone man ke dwaar mere soone man ke dwaar badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar
bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam juda na kar sakenge hum ko zamaane ke sitam o zamaane ke sitam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam le utha pyaar bhi angadaai hai dil bhi jawaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan door duniyaa ki nigaahon se kahin jaayenge hum o kahin jaayenge hum pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam teri do aankhon mein dikhte hain mujhe dono jahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan chaand ghatta ho ghate apni muhabbat na ho kam ho muhabbat na ho kam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein
badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain apna lo ya thukra do pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jod liye tooo phir tode nahin jaate ye naate ye naate ye naate dil mein basaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain anjaane logon mein koi saathi to milega anjaane logon mein koi saathi to milega koi to hoga jo humko samjhega ye sapna ye sapna ye sapna dil mein sajaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari yaari hai humko saari duniya se pyaari apna to dil hai saada phir bhi hai atal iraada hai jaan se pyaara waada waada kabhi na todenge jeeteji hum yaaron ka saath na chhodenge jeeteji hum yaaron ka saath na
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahboob Aataa Hai, Ho Sharaarat Kar Na Naazuk Dil Sharam Se Doob Jaataa Hai
baharon ne jise chheda hai wo saaze jawaani hai zamana sun raha hai jisko zamana sun raha hai jisko wo meri kahani hai baharon ne jise chheda kasam kha ke kisi ko jab kabhi apna banaunga chaman ki daliyon se laaliyan phoolon ki laungaa sitaron ke chiragon se phir is ghar ko sajaunga ke is duniya mein mujhko ek nayi duniya basani hai baharon ne jise chheda chaman mein sabne hi gaya tarana zindgani ka magar sabse alag tha rang meri hi kahani ka fasana is kadar rangeen tha meri jawaani ka ke jisne bhi suna kehne laga meri kahani hai baharon ne jise chheda koi samjhe na samjhe main kahe deta hoon duniya se ke main duniya mein hoon matlab nahin rakhta hoon duniya se koi samjhe na samjhe main kahe deta hoon duniya se ke main duniya mein hoon matlab nahin rakhta hoon duniya se kabhi kuchh dil mein aata hai to keh deta hoon duniya se meri aawaaz hi meri tamanna ki nishani hai baharon ne jise chheda hai wo saaze jawaani hai zamana sun raha hai jisko zamana sun raha hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko banaya hai baharon ne kiye sajde tere galon ki surkhi ko churane ko gulaab aaye tera nazuk badan jiski bala lene shabab aaye wo gore haath jismein sangemarmar ki suphedi hai ghata sawan ki zulfon mein teri aaram karti hai haseena o haseena haseena o haseena baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko banaya hai baharon ne kiye sajde tera chehara zameen ka chand bankar jagmagaya hai magar kyun chandani ko apne ghungat mein chhupaya hai wo aankhe aisi hai jaise ghazal ke pahle do misre teri masumiyat par baithe hain andaz ke pehare haseena o haseena haseena o haseena baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko banaya hai baharon ne kiye sajde farishton ki bhi tauba tod de ye teri angdayi teri kaatil jawani ban gayi phoolon ki
baharon ne mera chaman loot kar khizaan ko ye ilzaam kyun de diya kisi ne chalo dushmani ki magar isse dosti naam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar main samjha nahin aye mere humnashin sazaa ye mili hai mujhe kis liye sazaa ye mili hai mujhe kis liye ke saathi ne lab se mere chheen kar kisi aur ko jaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar mujhe kya pata tha kabhi ishq mein rakeebon ko kaasid banaate nahin rakeebon ko kaasid banaate nahin khataa ho gayee mujhse kaasid mere tere haath paigaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar khudaya yahan tere insaaf ke bahut maine charche sune hain magar bahut maine charche sune hain magar sazaa ki jagah ik khatavaar ko bhala tune inaam kyun de diyaa baharon ne mera chaman loot kar
bahaaron se keh do mere ghar naa aayen zamaana hai unka unhin ko hansaayen bahaaron se keh do mere ghar naa aayen lagi aag dil mein barastaa hai paani lagi aag dil mein barastaa hai paani dil e ghum zada ki ajab hai kahaani wohi jab nahin hai to kis ko sunaaye wohi jab nahin hai to kis ko sunaaye bahaaron se keh do mere ghar naa aayen wo chehra sunheraa wo chaandi si baahen wo chehra sunheraa wo chaandi si baahen sabhi kuchh wohi hai nahin wo nighaahen ke badlaa jo mausam to badli adaayen ke badlaa jo mausam to badli adaayen bahaaron se keh do mere ghar naa aayen
hmmm mmm haaa haa haa aaaa ho oooo oooo ooo ooo baharon se poochho mere pyaar ko tum tumhare tarane hum gaa rahe hain nazaron se poochho mere pyaar ko tum tumhare liye hum jiye ja rahe hain baharon se poochho kabhi main papiha tumhare liye hoon kabhi main chakora tumhare liye hoon aji main bhi koyal tumhare liye hoon mohabbat mein pagal tumhare liye hoon mere pyaar ne hi diya roop inko ye gumche tumhe jo nazar aa rahe hain nazaron se poochho agar jaan tum ho to hum bhi to dil hain bhare hain hazaron mohobbat ke arman agar tum ho sagar to main bhi hoon nadiya hain donon dilon mein mohabbat ke toofaan mere pyaar ka to kinara nahin hai tere pyaar mein hum bahe ja rahe hain baharon se poochho ye udi ghatayen masti lutayen jaise tumhari sharabi nigahen ye thandi hawayen bharti hain aahen samjho inhen tum hamari sadayen fizaon mein dekho ye baadal nahin hain ye aanchal tumhare lahra rahe hain baharon se poochho mere pyaar ko tum tumhare tarane hum ga rahe hain nazaron se
bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet aashayein mit jaayen to mit jaayen dil ki aanhe kabhi na baahar aayen aashayein mit jaayen to mit jaayen dil ki aanhe kabhi na baahar aayen kabhi na baahar aayen bhari ho honton par muskaan na koi le dil ko pehchan isi mein hai re teri jeet baavre yahi preet ki reet deepak jale bhawan mein rahe patanga van mein preet kheench kar laayi usse jalaaya chhan mein deepak jale bhawan mein rahe patanga van mein preet kheench kar laayi usse jalaaya chhan mein jalan ka usse kahan tha hosh pyaar ka chada hua tha josh ga rahi duniya jiske geet baavre yahi preet ki reet bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet
bahut dinon se bichhda man ka meet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila neele gagan mein aasha ka chanda chamka ooo ooooooo neele gagan mein aasha ka chanda chamka giri kiran jab ghunghat utha poonam ka mere nayan mein mukhda tumhara damka pranon ki payal ne gunja hai swar chham chham ka bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila din ye milan ke sundar suhane anuthe din ye milan ke sundar suhane anuthe aise madhur pal hamse kabhi na ruthe ab to piya tere hathon se haath na chhute apna salona sapna kabhi na toote bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila
bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije
ban ke chakori gori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom rut lahraye anchal ban ke taare hanse jab paayal chhanke rut lahraye anchal ban ke taare hanse jab paayal chhanke jhaanke baadal se chanda jhaanke baadal se chanda dare nainon ka phanda uljhi zulfon ki dori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom jhoom rahi hai raat ki ganga deepak nache gaye patanga ankhon ne dala ghera ankhon ne dala ghera phir bhi matavala tera aaya hai chori chori jhoom jhoom nachori ban ke chakori gori jhoom jhoom kabhi chale tan ke kabhi jhuk jaaye neel gagan dole ruk jaaye kabhi chale tan ke kabhi jhuk jaaye neel gagan dole ruk jaaye nache ja kajal wali nache ja kajal wali raina hai kaali kaali o gori gori chori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Meri Ankhon Ke Pehle Sapne Man Mandir (1971) 04:05 15623
 
Poster of Man Mandir (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 15623   

Aye Sanam Jisne Tujhe Diwana (1967) 04:34 13041
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:34   Song Number : 13041   

Baagon Mein Kaise Chupke Chupke (1975) 04:31 20174
 
Poster of Chupke Chupke (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Amitabh Bachchan
Duration : 04:31   Song Number : 20174   

Baali Umariya Bhajan Sanyasi (1975) 04:29 19154
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Patel
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 19154   

Baat Adhuri Reh Gayi Mukesh 03:28 35928
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:28   Song Number : 35928   

Baat Hai Ek Boond Si Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 04:24 13410
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Abhijeet, Sandhya
Duration : 04:24   Song Number : 13410   

Bada Khushnaseeb Hai Pyase Panchhi (1961) 03:19 19298
 
Poster of Pyase Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:19   Song Number : 19298   

Badariya Baras Gayi Moorti (1945) 03:33 39228
 
Poster of Moorti (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Pt. Indra Chandra
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Khursheed Bano, Motilal Oswal
Duration : 03:33   Song Number : 39228   

Bade Armaanon Se Malhar (1951) 03:50 20186
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 03:50   Song Number : 20186   

Badi Door Se Aaye Hain Samjhauta (1973) 04:22 14129
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Anil Dhavan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 14129   

Bahaaro Thaam Lo Ab Dil Namaste Ji (1965) 02:57 35845
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 02:57   Song Number : 35845   

Baharon Ne Jise Chheda Hai Sunehre Din (1949) 03:01 36219
 
Poster of Sunehre Din (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Gyan Dutt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nigar Sultana, Rehana
Duration : 03:01   Song Number : 36219   

Baharon Ne Kiye Sajde Bombay By Nite (1976) 04:37 32825
 
Poster of Bombay By Nite (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Upendra
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Kumkum
Duration : 04:37   Song Number : 32825   

Baharon Ne Mera Chaman Loot Kar Devar (1966) 03:32 13053
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13053   

Baharon Se Kah Do Mukesh 03:21 16004
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:21   Song Number : 16004   

Baharon Se Poochho Mera Ghar Mere Bachche (1960) 05:01 37800
 
Poster of Mera Ghar Mere Bachche (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Subiraj, Naaz
Duration : 05:01   Song Number : 37800   

Bahe Na Kabhi Nain Se Neer Vidya (1948) 03:09 16336
 
Poster of Vidya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Y N Joshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh, Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:09   Song Number : 16336   

Bahut Dinon Se Bichhda Mahasati Ansuya (1965) 03:03 36613
 
Poster of Mahasati Ansuya (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Rajkumar, Anita Guha
Duration : 03:03   Song Number : 36613   

Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 03:22 14280
 
Poster of Soorat Aur Seerat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:22   Song Number : 14280   

Ban Ke Chakori Gori Hum Matwale Naujawan (1961) 03:27 38050
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:27   Song Number : 38050   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh