Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya are masti bhari aankhon se do jaam chura laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya masti meri aankhon ne botal se nahin li hai saaki se nahin maangi chullu se nahin pee hai behosh nahin phir bhi main hosh ganwaa aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha peene ka mazaa kya hai pee kar bhi nahin samjha pyaala mere honthon tak aa kar bhi nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai toote huye ik dil se paimana banaya hai saawan ki ghataaon ko aankhon mein chhupa laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aaye pyaar bina yeh jeevan pheeka sapne yeh samjhaye mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan main jab chhedun dil ke taraane chup ke se sun lena yeh nagmein hain pyaar ki kaliyaan dheere se chunn lena tera mera rishta jaise khushboo aur chandan hai naa hai toh hai hai naa hai toh main pyaasa tum saawan
main sunata hoon tujhe ek kahani sunle o mere laal zara meri zubaani sunle mere nanne mere munne meri aulaad hai tu maine bhagwaan se jo ki thi wo fariyaad hai tu baap hoon tera magar tujhko khila sakta nahin dono haathon se kabhi tujhko utha sakta nahin tu agar chahe ke ban jaaun main tera ghoda jo na ban paaun to dukh hoga tujhe bhi thoda lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe dil teri maa ka tere pyaar se aabaad rahe tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala badkismat ke ghar mein hua hai paida kismatwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri mehnat jiska naam hai beta wo jagir hai teri har mushkil se lad sakta hai do do haathon wala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala
main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya teri aashiqui ka guroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon
pa ma re ni sa re ma pa ni pa ma pa ni pa pa ni sa ni ni sa re sa main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare honthon se jab jab wo murli lagaaye honthon se jab jab wo murli lagaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye sakhi ri phir tu hi bata sakhi ri phir tu hi bata dil kaise na koi haare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare kitna bhi koi manwa ko roke kitna bhi koi manwa ko roke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke sakhi ri koi bas na chale sakhi ri koi bas na chale jab mohan ki murali pukaare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa
kaun rokega ab pyaar ka raasta main to pi ki nagariya jaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj baithe bithaaye ye kya ho gaya dil ki har baat aankhon mein aane lagi dil ki har baat aankhon mein aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aa gaye aa gaye muskuraane ke din aa gaye aa gaye muskuraane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din maine paayal to paanvon mein baandhi nahin aur aavaaz aur aavaaz ghungharu ki aane lagi aur aavaaz ghungharu ki aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga maine darpan abhi tak to dekha nahin meri bindiya magar jhilmilaane lagi meri bindiya magar jhilmilaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan lehlahaane laga mera naazuk badan lehlahaane laga mera naazuk
main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna kyun jhoothe se preet lagayee kyun jhoothe se preet lagayee kyun chhaliye ko meet banaaya kyun aandhi mein deep jalaaya main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna sapne mein jo baagh lagaayee neend khuli to veeraane the hum bhi kitne deewane the main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna na milti ye bairan ankhiyan na milti ye bairan ankhiyan chain na jaata dil bhi na rota kaash kisi se pyaar na hota main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi
maine apni shama bujha kar teri shama jala di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar jaa manzil ko jaane waale tera saathi saath hai tere tera saathi saath hai tere pyaar hua tha kabhi mujhe bhi baat wo maine bhula di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar ek din bheegi shaam ko maine jo tasveer banai thi jo tasveer banai thi aaj mohabbat ki wo nishani apne aap mita di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar teri shama jala di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal jee chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye sunhari shaam aayi rang le kar pyaar ka ab pata mujh ko chala hai apni pehli haar ka apni pehli haar ka keh sake na saamne hum keh rahe hain door se ho gaye hum dil ke haathon ab to kuchh majboor se majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tu hi mere dil ki manzil tu hi mera humsafar zindagi se badh ke mujh ko teri ik meethi nazar teri ik meethi nazar teri aankhon mein rahon main tu mere dil mein rahe zindagi bhar pyaar ki ye naaw aise hi bahe majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le kisi ko mann ka meet bana le meet bana le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna preet bana le ye jeewan ko ek suhaana sapna ek suhaana sapna jeewan mein yeh jyot jagaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye jalne waala hanste hanste phir bhi jalta jaaye phir bhi jalta jaaye preet ke hain andaaz niraale oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le
Aa Man Se Man Ki Dor
mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya madhur madhur sapnon mein dekhi maine raah naveli tod chali main laaj ka pehra jaane kahan akeli chali main jaane kahan akeli ras ghole dhun yun bole jaise thandi pade phuhar re ye kaun bajaaye baansuriya mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya kadam kadam par rang sunehra yeh kisne bikhraya naagan ka mann bas karne yeh kaun saperaa aaya na jaane kaun sapera aaya pag dole dil yun bole tera hoke rahaa shikaar re ye kaun bajaaye baansuriya mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya
hey mannu bhai motor chali pum pum pum hey mannu bhai motor chali pum pum pum chopati jayenge ne bhel puri khayenge achhi achhi suraton se ankhein ladayenge halla machayenge gulla machayenge band baja baajega dham dham dham hey mannu bhai motor chali pum pum pum chopati jayenge ne bhel puri khayenge achhi achhi suraton se ankhein ladayenge halla machayenge gulla machayenge band baja baajega dham dham dham hey mannu bhai motor chali pum pum pum hey kal ki baat hai hey aankh meri fadki kal ki baat hai aankh meri fadki jaldi se god mein phir aayi ek ladki maine jab puchha bol tera naam kya to hans ke wo boli naam se hai kaam kya aayi thi wo dham se aayi thi wo dham se gayi hey mannu bhai motor chali pum pum pum hey mannu bhai motor chali pum pum pum saamne wo dekh re ek truck aa raha dekho aankh maare laal laal signal dekho bell bottam galon pe dimple halka sa galon pe hai ek pimple tat tat tha trak thun tun jhijhi kat tho thunang trak thun thun hey mannu bhai motor
marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan kehte hain jise ishq qayamat ki balaa hai sholaa hai kabhi aur kabhi baad e saba hai haaaaaan ashkon ka samandar hai to aahon kaa khazaana sunte chale aaye hain azal se ye fasaanaa is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya ae kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan marne ka mohabbat mein mazaa aur hi kuchh hai is zahar ke peene kaa mazaa aur hi kuchh hai haaaaaan marte hain to marane ki shikaayat nahin karte dilwaale dikhaane ki mohabbat nahin karte ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya oo kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan hota na agar
mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan hai jisne banaya mitaaye wohi hai jisne banaya mitaaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi khel jeevan maran kaaaaaaaa khel jeevan maran ka rachaye wohi daale maati ke putle mein jaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan jo vidhata ne likhi use maan le praan deve wohi aur wo hi praan le praan deve wohi aur wo hi praan le tere bas mein hai kyaaaaaaa tere bas mein hai kya ye zara jaan le tu hai nirbal to wo balwaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan
mat maaro shyaam pichkaari mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari naazuk tan mora rang na daalo shyama ang nag mora phadke rang pade jo more gore badan par roop ki jwaala bhadke kit jaaun main laaj ki maari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari kaah karun main kaanhaa roop hai bairi mera rang pade khil jaaye dekhe jag mohe tirchhi nazariya se mora jiya ghabraaye kit jaaun main laaj ki maari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari mat maaro shyaam pichkaari pyaar ke rang mein saiyaan mori rang de chunariya khel na dil ki holi teri baali hai umariya pyaar ke rang mein saiyaan mori rang de chunariya neela ho na laal kesari na peela na kaala ho aise ho wo rang preet ka jismein jaadu daala ho aaj khelne preet ki holi aayi re banwariya khel na dil ki holi teri baali hai
mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa chaar minaar chhoda bech ko taanga ghoda aaya mayi dauda dauda khaa bhi lo raam thoda mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa dhatt tere ghesun uff teri ankhiyaan haaye teri baataaan pee jaaun ghol ko uff teri masti uff tera jalwaa marga marga mayi bikaa bina mol ko bikaa bina mol ko ab ke jo munh ko moda ab ke jo dil ko thoda amma ki khasam kha ko khaa loonga zehar thoda mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa naa tumhin aa taiyin naa humko bulaataiyin aji jee ko jalaataiyin thapak loonga dekhnaa aisa kyun kartaiyin zulmaan kyun dhaataiyin kya nakhren dikhaataiyin thapak loonga dekhnaa thapak loonga dekhnaa kaaike ye latkaaa kaaike ye jhatkaa kaaike ye matkaa karlaiyo dil chaudaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera
mehfil soyi aisa koi mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi raat gaati huyi gungunati huyi haan beet jaayegi yun muskurati huyi raat gaati huyi gungunati huyi haan beet jaayegi yun muskurati huyi subha ka sama puchhega kahan gaye mehmaan mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi aaj tham ke gazar de raha khabar haan kaun jaane idhar aayi na sehar aaj tham ke gazar de raha khabar haan kaun jaane idhar aayi na sehar kis ko pata zindagi hai kya toot hi gaya mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Pee Ke Nahin Aaya Kavi (1954) 03:14 15611
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:14   Song Number : 15611   

Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 04:04 18208
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18208   

Main Pyaasa Tum Saawan Faraar (1975) 03:10 18212
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:10   Song Number : 18212   

Main Sunata Hoon Tujhe Khandan (1965) 05:37 13543
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:37   Song Number : 13543   

Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon Jahan Ara (1964) 03:01 20871
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:01   Song Number : 20871   

Main To Jaaun Na Jamuna Kinaare Baap Bete (1959) 03:41 38281
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:41   Song Number : 38281   

Main To Pi Ki Nagariya Ek Kali Muskayee (1968) 05:27 13218
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meera
Raag- 
Des
Duration : 05:27   Song Number : 13218   

Main To Tum Sang Nain Mila ke Man Mauji (1962) 03:37 11848
 
Poster of Man Mauji (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:37   Song Number : 11848   

Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 03:29 13858
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13858   

Maine Apni Shama Bujha Kar Nazrana (1961) 02:56 19983
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Raj Kapoor
Duration : 02:56   Song Number : 19983   

Majhi Meri Kismat Ke Hum Hindustani (1960) 05:05 13349
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:05   Song Number : 13349   

Man Mein Kisi Ki Preet Basa Le Aaram (1951) 03:36 17190
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 17190   

Man Se Man Ki Dor Maalik (1972) 04:28 40134
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:28   Song Number : 40134   

Mann Dole Mera Tan Dole Nagin (1954) 04:08 20888
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:08   Song Number : 20888   

Mannu Bhai Motor Chali Pum Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 04:37 32238
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Mukri, Pental
Duration : 04:37   Song Number : 32238   

Marna Bhi Mohabbat Azaad (1955) 03:49 40537
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Raghunath Jadav
Duration : 03:49   Song Number : 40537   

Mat Bhool Are Insaan Mastana (1954) 03:18 16275
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chaman Puri
Duration : 03:18   Song Number : 16275   

Mat Maaro Shyaam Pichkari Durgesh Nandini (1956) 06:22 40217
 
Poster of Durgesh Nandini (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Duration : 06:22   Song Number : 40217   

Mehbooba Bana Lo Mujhe Dulha Sadhu Aur Shaitaan (1968) 03:34 15190
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:34   Song Number : 15190   

Mehfil Soyi Intaqam (1969) 04:42 13377
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:42   Song Number : 13377   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna