Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeS D Burman
HomeS D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm phoolon ke rang se dil ki kalam se thujhko likhi roz patti kaise bataaun kis kis tarah se pal pal mujhe tu sataati tere hi sapne le kar ke soya teri hi yaadon mein jaaga tere khayaalon mein uljha raha yun jaise ki maala mein dhaaga haan baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar haan itna madir itna madhur tera mera pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar saanson ki sargam dhadkan ki beena sapnon ki geetanjali tu mann ki gali mein mehke jo hardum aisi juhi ki kali tu chhota safar ho lamba safar ho sooni dagar ho ya mela yaad tu aaye mann ho jaaye bheed ke beech akela haan baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar haan itna madir itna madhur tera mera pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar purab ho pachchhim uttar ho dakkhin tu har jagah muskuraye jitna hi jaoon main door tujhse utni hi tu paas aaye aandhi ne roka paani ne toka duniya ne hanskar pukara tasveer teri lekin liye
phurrrr ud chala phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane kidhar aahaa ud chalu haule haule dheere dheere main kyun na udhar phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane kidhar aahaa ud chalun haule haule dheere dheere main kyun na udharr main hi nahin dil hi nahin udi jaye saari fiza thamo koi aa ke hamen hamko na apna pata main hi nahin main hi nahin hm dil hi nahin hm udi jaye sari fiza thamo koi hm aa ke hamen hamko na apna pata kabhi yahan kabhi wahan kabhi wahan kabhi yahan janun nahin kahan kahan ud chalaa ud chalaa phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane kidhar aaha ud chalu haule haule dheere dheere main kyun na udhar aaa suni suni bheeni bheeni rangeen kya shaam hai meetha meetha pyara pyara hothon pe ik naam hai suni suni suni suni bheeni bheeni hm rangeen kya shaam hai meetha meetha pyara pyara hothon pe ek naam hai roko ise toko ise thamo ise bandho ise dekho dekho dekho ye to ud chala ha ha ha ha phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane
pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmm pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm khaamoshi kuchh bol rahi hai bhed anokhe khol rahi hai pankh pakheru soch mein gum hai ped khaden hain sir jhukaaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm dhundale dhundale mast nazaare udate baadal udate dhaare chupke nazar se jaane yeh kisne rang rangile khel rachaaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm koi bhi uska raaz na jaane ek haqeeqat laakh fasaane ek hi jalwa shaam sabere bhes badal kar saamne aaye pighla hai sonaaa pighla hai sona door gagan par phail rahe hain shaam ke saaye hmm hmm hmm hmmmm pighla hai sonaaa pighla hai sonaaa
aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa piya bina piya bina piya bina basiya baaje na baaje na baaje na piya bina piya bina piya bina basiya piya aise ruthe ke honthon se mere sangeet rutha piya aise ruthe ke honthon se mere sangeet rutha kabhi jab main gaoon lage mere mann ka har geet jhootha aise bichhade ho ho ho ho ho aise bichhade mose rasiya piya bina piya bina piya bina basiya baaje na baaje na baaje na piya bina piya bina piya bina basiya tumhari sada bin nahin ek sooni mori nagariya tumhari sada bin nahin ek sooni mori nagariya ke chup hai papiha mayur bol bhoole ban mein sanvariya din hai soona aa aa aa aa aaaa din hai soona sooni ratiyan piya bina piya bina piya bina basiya baaje na baaje na baaje na piya bina piya bina piya bina basiya
mitvaa aaaaa mitvaa aaaaa mitwaa haaaaaa piya maine kya kiya piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya manva boojh na paaye ho manva boojh na paaye ho ho gayi kaun si bhool re chhal gayi mere pyaar ko kyun patjhad ki dhool re roothe tum kis baat pe roothe tum kis baat pe mujhe ye bataiyo haan piya maine kya kiya piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya kuchh bhi kaha na jaaye ho kuchh bhi kaha na jaaye ho chhalke bas mere nain re chhod gaya mera saath ho beech dagar mein chain re ban gaye phool babool kyun ban gaye phool babool kyun koi to samjhaiyo haaan piya maine kya kiya piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya mujhe chhod ke jaiyo na mitva mitva mitva
Piya Tose Naina Laage Re, Naina Laage Re, Jaane Kya Ho Ab Aage Re, Naina Laage Re, Piya Tose Naina Laage Re
piya tune kya kiya kiya tune kya piya piya tune kya kiya re o piya tune kya piya re piya tune kya kiya re kiya tune kya piya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re naiyya khaaye jyun hichkole haule haule manwa dole purbaiyaa jor se chale naiyya khaaye jyun hichkole haule haule manwa dole purbaiyaa jor se chale jiya tune kya kiya reeee liya tune kya diya re jiya tune kya liya reeee liya tune kya diya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re madbhari tori ankhiyaan rang bhari mori batiyaan hum tum hosh mein nahin madbhari tori ankhiyaan rang bhari mori batiyaan hum tum hosh mein nahin piya maine kya kiya reeee piya tune kya kiya re piya maine kya kiya reeee piya tune kya piya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re piya tune kya kiya
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa poochho na kaise maine rain bitaayi poochho na kaise maine rain bitaayi ik pal jaise ik jug beeta ik pal jaise ik jug beeta jug beete mohe neend na aayi poochho na kaise maine rain bitaayi itt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera itt jale deepak itt mann meraaaa mann meraaaa mera itt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera tarpat tarsat umar ganvaayi poochho na kaise maine rain bitaayi na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare bhor bhi aas ki kiran na laayi poochho na kaise maine rain bitaayi poochho na kaise maine rain bitaaaaaayi
aa aa aa aa aa aa aaa poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai ik pal jaise ik jug beeta ik pal jaise ik jug beeta jug beete mohe neend na aayi poochho na kaise maine raen bitaai utt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera utt jale deepak itt mann meraaaaaa mannnnnn meraaaa aaa meraaaaa utt jale deepak itt mann mera phir bhi na jaaye mere ghar ka andhera tarpat tarsat umar gavaayi poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare na kahin chanda na kahin taare jyot ke pyaase mere nain bichaare bhor bhi aas ki kiran na laayi poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai ik pal jaise ik jug beeta ik pal jaise ik jug beeta jug beete mohe neend na aayi poochho na kaise maine raen bitaai poochho na kaise maine raen bitaai
aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa prem ke pujaari prem ke pujaari hum hai ras ke bhikhaari hum hai prem ke pujaari ooooooo prem ke pujaari kahaan re himaala aisa kahaan aisa paani yahi wo zamin jiski duniyaan deewani kahaan re himaala aisa kahaan aisa paani yahi wo zamin jiski duniyaan deewani sunder naa koi jaisi dharti humaari prem ke pujaari prem ke pujaari hum hai ras ke bhikhaari hum hai prem ke pujaari ooooooo prem ke pujaari raaja gaye haaye raaja gaye taaj gaye badla jahaan saara roz magar badtaa jaaye carvaan humaraa raaja gaye taaj gaye badla jahaan saara roz magar badtaa jaaye carvaan humaraa phool hum hazaaron lekin khushboo ek humaari prem ke pujaari prem ke pujaari hum hai ras ke bhikhaari hum hai prem ke pujaari ooooooo prem ke pujaari prem ke pujaari prem ke pujaari
duniyaa banaane waale sun le meri kahaani roye meri muhabbat tadpe tadpe meri jawaani niiiiii niiiiii pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah main to rota phirun baadlon ki tarah areeeee mainn toooo rotaaaaaaa phirun unnnn unnnn main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun rulaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya baat jab main karun munh se nikle dhuwaan jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan are jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun sataati hai duniyaa
pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath ye zidd bhi hai kitni humko dekhna hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar jalwe to laakhon hain kaun poochhta hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar lo yakeen maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar
haaaaa raam kare babuaa hooo oooo ooo oooo raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye patjhar aayeeeee hoooo patjhar aaye basant ritu jaaye ho jaaye champa chameli muskaaye raam kare babuaa hoooo pyaare munne tu bhi ek dilkhus gulaab hai hey gulu gulu tohri khusboo ka kahin koi jawaab hai pyaare munne tu bhi ek dilkhus gulaab hai tohri khusboo ka kahin koi jawaab hai tohe naa kisi ki tohe naa kisi ki nazar lagi jaaye raam kare babuaa hooo ooo raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye hooo bol siyabar raam chandra ki jai pawan put hanuman ki jai raam ji ne duniyaa mein dukh sukh baante balihaari hai phulwaa ke ang sang bagiyaa mein kaante raam ji ne duniyaa mein dukh sukh baante phulwaa ke ang sang bagiyaa mein kaante tore pagg mein naa koi tore pagg mein naa koi kaanta lagi jaaye raam kare babuaa haaaaa raam kare babuaa hamaar phulwaa ko humri umr lagi jaaye hooo kaas aisaa hove jab
raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai tum aaj mere liye ruk jao rut bhi hai fursat bhi hai tumhen na ho na sahi mujhe tum se mohabbat hai tum aaj mere liye ruk jao rut bhi hai fursat bhi hai tumhen na ho na sahi mujhe tum se mohabbat hai mohabbat ki ijaazat hai to chup kyun rahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye sawaal bani hui dabi dabi uljhan seenon mein hai jawaab dena tha to doobe ho pasinon mein sawaal bani hui dabi dabi uljhan seenon mein hai jawaab dena tha to doobe ho pasinon mein thaani hai do hasinon mein to chup kyun rahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye aa ke mere paas kaanon mein mere jo bhi chaahe kahiye jo bhi chaahe kahiye raat akeli hai bujh gaye diye
aaya naa koi aise yahaan chham se naa hoga jo kaam kiya humne wo rustam se naa hoga ooooooo ooooo oooooo raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dekho dekho dekho hoon nadi pyaar ki suno suno suno baandhe main naa bandhi main albeli maan lo badi ziddi main albeli maan lo badi ziddiiiiii maane mujhko jahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa naachun naachu naachun morni baag kiiii dolun dolun dolun hirniyaa madbhari ghunghar baaje chhama chham ghunghar baaje ghunghar baaje chhama chham ghunghar baajeeee aarzoo hai jawaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dheere dheere dheere jeet meri huyiiii haule haule haule haar teri huyi teri tarah jaa re jaa bahot dekhe teri tarah jaa re jaa bahot dekheeee mujh sa koi kahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache
haay raam raama raama ghazab hui gava re raama raama ghazab hui gava re haal hamra azab hui gava re raama raama ghazab hui gava re haal hamra azab hui gava re raama raama ghazab hui gava re aayi rut ye suhaani barsa pehle bhi paani aayi rut ye suhaani barsa pehle bhi paani ye hua na jo ab hui gava re raama raama ho raama raama raama raama ghazab hui gava re haal hamra azab hui gava re raama raama ghazab hui gava re dil machal sa gaya hai kuch badal sa gaya hai dil machal sa gaya hai kuch badal sa gaya hai jaane kaise ye kab hui gava re raama raama ho raama raama raama raama ghazab hui gava re haal hamra azab hui gava re raama raama ghazab hui gava re kisne jaadu chalaya kisne jaadu chalaya barson mein jo ho na paaya kisne jaadu chalaya barson mein jo ho na paaya ek pal mein vo sab hui gava re raama raama ho raama raama raama raama ghazab hui gava re haal hamra azab hui gava re raama raama ghazab hui gava re
rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan apne aap khulti jaayen armaanon ki galiyaan tu bhi bhool ke sabko are tu bhi bhool ke sabko aaj mana rang raliyaan dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye are dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye phir ek shaam ki pehchaan afsaana ban jaaye jeevan woh dhaara hai are jeevan woh dhaara hai jo bandh ke reh na paaye jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro are jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro hain din chaar mauj bahaar kal ko goli maaro jab tak jaisi guzre are jab tak jaisi guzre hanste huye guzaaro bolo re rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare
rangeela re hey rangeela rangeela reeeee tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela reeeee tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re palkon ke jhoole se sapnon ki dori pyaar ne baandhi jo toone wo todi khel ye kaisa re kaisa re saathi diyaa to jhoomen hai roye hai baati kahin bhi jaaye re roye ya gaaye re chain na paaye re hiyaaaaaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re dukh mera dulha hai birha hai doli aansun ki saadi hai aahon ki choli aag main piyun re jaise ho paani nari deewani hoon peeda ki rani manwa ye jale hai jag saara chhale hai saans kyun chale hai piyaaaaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re rangeela rangeela
reshmi ujaala hai makhmali andheraa aaj ki raat aisa kuchh karo reshmi ujaala hai makhmali andheraa aaj ki raat aisa kuchh karo ho nahin ho nahin ho nahin saveraa aisi to raat roz nahin aaye aankhon se koi roz na pilaaye aaj to jaam se humaare pi le pi le pi le zaraa aa aisi to raat roz nahin aaye aankhon se koi roz na pilaaye aaj to jaam se humaare pi le pi le pi le zaraa zaraa zaraa zaraa reshmi ujaala hai makhmali andheraa aaj ki raat aisa kuchh karo ho nahin ho nahin ho nahin saveraa aisa re shabaab aur hai kahaan meri zulfon ka aashiq hai jahaan dekhi na hogi kahin toone aisi aisi aisi adaa aa aisa re shabaab aur hai kahaan meri zulfon ka aashiq hai jahaan dekhi na hogi kahin toone aisi aisi aisi adaa adaa adaa adaa reshmi ujaala hai makhmali andheraa aaj ki raat aisa kuchh karo ho nahin ho nahin ho nahin saveraa aa mere paas sochta hai kyaa aaj hai muaaf teri har khataa deewaana tere liye kab se dil hai dil hai dil hai mera aa aa mere paas sochta hai kyaa aaj
rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat bheege tann mann pade rass ki phuhaar pyaar ka sandesa laayi barkhaa bahaar bheege tann mann pade rass ki phuhaar pyaar ka sandesa laayi barkhaa bahaar main na bolun main na bolun aankhen kare ankhiyon se baat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat sun ke matwaale kaale baadlon ka shor rum jhoom ghoom ghoom naache mann ka mor sun ke matwaale kaale baadlon ka shor rum jhoom ghoom ghoom naache mann ka mor sapnon ka saathi chal raha hai mere saath rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat jab milte ho tum kyun chhidten hain dil ke taar milne ko tum se main kyun tha beqaraar jab milte ho tum kyun chhidten hain dil ke taar milne ko tum se main kyun tha beqaraar reh jaati hai reh jaati hai kyun honthon tak aa ke dil ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Phoolon Ke Rang Se Prem Pujari (1970) 04:57 21108
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:57   Song Number : 21108   

Phur Ud Chala Tere Mere Sapne (1971) 03:32 37049
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 37049   

Pighla Hai Sona Jaal (1952) 03:51 12366
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12366   

Piya Bina Piya Bina Abhimaan (1973) 04:32 21110
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:32   Song Number : 21110   

Piya Maine Kya Kiya Us Paar (1974) 04:16 39050
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:16   Song Number : 39050   

Piya Tose Naina Guide (1965) 08:36 21111
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Tilang
Duration : 08:36   Song Number : 21111   

Piya Tune Kya Kiya Zindagi Zindagi (1972) 04:09 12534
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:09   Song Number : 12534   

Poochho Na Kaise Maine Rain Bitaai Meri Surat Teri Ankhen (1963) 03:40 18302
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 03:40   Song Number : 18302   

Poochho Na Kaise Maine Rain Bitaai (Sad) Meri Surat Teri Ankhen (1963) 03:54 12391
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 03:54   Song Number : 12391   

Prem Ke Pujaari Hum Hain Prem Pujari (1970) 04:02 12433
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pilu
Duration : 04:02   Song Number : 12433   

Pyaar Ki Aag Mein Tan Ziddi (1964) 04:32 12532
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:32   Song Number : 12532   

Pyaar Ki Manzil Mast Ziddi (1964) 04:05 12533
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:05   Song Number : 12533   

Raam Kare Babuaa Anuraag (1972) 04:25 12275
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Others
Duration : 04:25   Song Number : 12275   

Raat Akeli Hai Jewel Thief (1967) 05:30 21137
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:30   Song Number : 21137   

Raat Ka Samaa Jhume Ziddi (1964) 05:34 21139
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:34   Song Number : 21139   

Rama Rama Ghazab Hui Naya Zamana (1971) 03:19 21152
 
Poster of Naya Zamana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:19   Song Number : 21152   

Rang Yeh Duniya Naughty Boy (1962) 04:00 40153
 
Poster of Naughty Boy (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:00   Song Number : 40153   

Rangeela Re Prem Pujari (1970) 06:20 21158
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:20   Song Number : 21158   

Reshmi Ujala Hai Sharmilee (1971) 06:19 12490
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 06:19   Song Number : 12490   

Rimjhim Ke Taraane Le ke Aayi Barsaat Kala Bazar (1960) 02:54 15158
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 02:54   Song Number : 15158   
Karaoke Songs of s d burman, Sad Songs of s d burman, Love Songs of s d burman, Dance Songs of s d burman, Hip-hop songs of s d burman, Best songs of s d burman, Super hit songs of s d burman, hit songs of s d burman, duet songs of s d burman, solo songs of s d burman, old songs of s d burman, famous songs of s d burman, Hindi Karaoke Songs of s d burman, Hindi Sad Songs of s d burman, Hindi Love Songs of s d burman, Hindi Dance Songs of s d burman, Hindi Hip-hop songs of s d burman, best Hindi songs of s d burman, super hit Hindi songs of s d burman, hit Hindi songs of s d burman, duet Hindi songs of s d burman, solo Hindi songs of s d burman, old Hindi songs of s d burman, famous Hindi songs of s d burman, Sing Along Songs of s d burman, Sing Along Sad Songs of s d burman, Sing Along Love Songs of s d burman, Sing Along Dance Songs of s d burman, Sing Along Hip-hop songs of s d burman, Sing Along Best songs of s d burman, Sing Along Super hit songs of s d burman, Sing Along hit songs of s d burman, Sing Along duet songs of s d burman, Sing Along solo songs of s d burman, Sing Along old songs of s d burman, Sing Along famous songs of s d burman