Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jeevan bhar dhundha jis ko wo pyaar mila par nahin mila jeevan bhar dhundha jis ko wo pyaar mila par nahin mila saath nibhata dukh sukh mein wo yaar mila par nahin mila jeevan bhar dhundha jis ko wo pyaar mila par nahin mila uski soorat aankhon mein uska jalwaa dil mein hai uski soorat aankhon mein uska jalwaa dil mein hai mujhko aisa lagta hai jaise wo mehfil mein hain rang badalti duniyaa mein dildaar mila par nahin mila jeevan bhar dhundha jis ko wo pyaar mila par nahin mila iss duniyaa ki reet ki khaatir maine baat nibhaayi hai iss duniyaa ki reet ki khaatir maine baat nibhaayi hai yun to hansta rehta hoon par chot jigar per khaayi hai chahat ke do raahe par ghumkhaar mila par nahin mila jeevan bhar dhundha jis ko wo pyaar mila par nahin mila tumse shikwaa koi nahin khel hai saara kismat ka tumse shikwaa koi nahin khel hai saara kismat ka ek adhura afsaana hoga poora ulfat kaa daaman unka haathon ko sau baar mila par nahin mila jeevan bhar dhundha jis ko wo
jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya jaane waala jaate jaate dil ki duniya loot gaya dil ki duniya loot gaya jeevan sapna toot gaya prem dagariya badi kathin hai koi saath na aayeee dil bhi aadhe raste aakar aansu ban beh jaaye prem dagariya badi kathin hai koi saath na aayeee dil bhi aadhe raste aakar aansu ban beh jaaye is raste par haay re kismat is raste par haay re kismat apna saath bhi chhoot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya
jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet aaj kisi ki haar hui hai aaj kisi ki jeet ho gaao khushi ke geet ho o koi kisi ki aankh ka taara jeevan saathi saajan pyaraa aur koi taqdeer ka maraa dhoond raha hai dil ka sahara kisi ko dil ka dard mila hai kisi ko mann ka meet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o dekho to kitna khush hai zamaanaa dil mein umangein lab pe taranaa dil jo dukhe aansu na bahanaa ye to yahan ka dhang puraanaa iss ko mitaana uss ko banaana iss nagri ki reet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o
jhoomti chali hawa jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten gardishen hi gardishen ab hain mere waaste ab hain mere waaste aur aise mein mujhe phir bula gaya koi jhoomti chali hawa chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai meethi meethi neend mein so rahaa jahaan hai so rahaa jahaan hai aaj aadhi raat ko kyun jaga gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi yaad aa gaya koi
jhukaa jhukaa ke nigaahen milaaye jaate hain bachaa bachaa ke nishaane lagaaye jaate hain huzoor jab se mere dil pe chhaaye jaate hain ye haal hai ke qadam dagmagaaye jaate hain ye haal hai ke hamein to aapki ik ik ada ne loot liya hamein to aapki ik ik ada ne loot liya nazar uthaate nahin muskuraaye jaate hain nazar uthaate nahin jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte ye aap hain ke mohabbat jataaye jaate hain ye aap hain ke ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya hamaare teer hamin par chalaaye jaate hain hamaare teer huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain huzoor jab se mere
jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain bura ho iss muhabbat kaa bura ho iss muhabbat kaa wo kyun kar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain bulaaye kiss tarah unko kabhi pee thi unn aankhon se bulaaye kiss tarah unko kabhi pee thi unn aankhon se kabhi pee thi unn aankhon se chhalak jaate hain jab aansoon chhalak jaate hain jab aansoon wo saagar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain kisi ke surkh lab the yaa diye ki lau machalti thi kisi ke surkh lab the yaa diye ki lau machalti thi diye ki lau machalti thi jahaan ki thi kabhi pooja jahaan ki thi kabhi pooja wo mandar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain rahe aye shamma tu roshan duaa deta hai parwaana rahe aye shamma tu roshan duaa deta hai parwaana jinhen kismat mein jalna hai jinhen kismat mein jalna hai wo jal kar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo
tvameva mata cha pita tvameva tvameva bandhu cha sakha tvameva tvameva vidya dravinam tvameva tvameva sarvam mama deva deva jinke hriday shri raam base un aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri raam base un aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri raam koi maange kanchan si kaayaa koi maang rahaa prabhu se maaya koi punya kare koi daan kare koi daan kaa roz bakhaan kare jin kanyaa dhan ko daan diyo jin kanyaa dhan ko daan diyo un aur ko daan diyo na diyo jinke hriday shri raam koi ghar mein baitha naman kare koi hari mandir mein bhajan kare koi gangaa jamunaa snaan kare koi kaashi jaa ke dhyaan dhare jin maata pitaa ki sevaa ki jin maata pitaa ki sevaa ki un tirtha snaan kiyo na kiyo jinke hriday shri raam base un aur ko daan diyo na diyo jinke hriday shri raam
jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera jab yaad kabhi tum aaoge samjhenge tumhen chaha hi nahin rahon mein agar mil jaaoge sochenge tumhen dekha hi nahin sochenge tumhen dekha hi nahin jo darr pe tumhare jaati thi unn raahon ko humne mod diya haaye mod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera hum kaun kisi ke hoten hain koi hum ko yaad karega kyun apne do aansu bhi hum par koi barbaad karega kyun koi barbaad karega kyun uss maajhi ko hi gila humse majdhaar mein jisne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera
Jis Din Se Mile Tum Hum
jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi khoobsurat bahaaron ki galiyaan sahi jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe uss chaman se humen phool chunna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke yaa chala jaaunga main ye jag chhod ke jiss jagah yaad teri sataane lage jiss jagah yaad teri sataane lage uss jagah ek pal bhi theharnaa nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin
jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat phase kidhar are waah re waah re teri bambai aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya maal naa sahi jaan to bachi bhaag bhaag mistar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se dekh naaznin hum bhi hain hasin itna naaz naa kar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab sarkaar ho paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab
phirte the jo bade hi sikander bane huye baithe hain unke darr pe kabootar bane huye jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba humne bhi ye socha tha kabhi pyaar karenge chhup chhup ke kisi shokh haseena pe marenge dekha jo azzizon ko mohabbat mein tadpate dil kehne laga hum to mohabbat se darenge inn nargisi aankhon ke chhupe waar se tauba tauba iss waar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba tum jaiso ki nazren naa haseenon se ladengi gar lad bhi gayin apne hi kadmon pe gadengi bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena jhad jaayenge sab baal wo bebaav padegi tum jaiso ko jo padti hai uss maar se tauba tauba uss maar se tauba jiss pyaar mein ye haal ho jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba dil jinka jawaan hai wo sadaa ishq
bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja jo chala gaya use bhool ja jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par yehi jaan le wo koi na tha wo gubaar tha tera humsafar use door le ke gayi hawa jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki kiye aadmi ne bade jatan magar uske kaam na aa saki na koi dua na koi dawa jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hua dar badar main to iss kadar na khiza ka hoon na bahaar ka mujhe dekh le mujhe kya mila jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri
jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon humko khabar bhi hone nahin di kis mod par laa ke dil tune toda apna banana raha door tune auron ke ho jaayen aisa na chhoda auron ke ho jaayen aisa na chhoda teri jaffa ka charcha hi kaisa apni waffa pe main sharmaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon peechhe na ab koi aayega tere ab koi tujhko na aawaaz dega mud kar kise dekhta hai mere dil tera kaun hai jo tujhe rok lega tera kaun hai jo tujhe rok lega tumko mubaaraq zamaane ki khushiyaan meetna hai mujhko mitaa jaa rahaa hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon
jo tumko ho pasand wohi baat kahenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge tum din ko agar raat kaho raat kehenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge dete na aap saath to mar jaate hum kabhi ke dete na aap saath to mar jaate hum kabhi ke poore huye hain aap se armaan zindagi ke hum zindagi ko aap ki hum zindagi ko aap ki hum zindagi ko aap ki saugaat kehenge tum din ko agar raat kaho raat kehenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge chaahenge nibaahenge saraahenge aap hi ko chaahenge nibaahenge saraahenge aap hi ko aankhon mein nam hai jab tak dekhenge aap hi ko apni zubaan se aap ke apni zubaan se aap ke apni zubaan se aap ke zajbaat kahenge tum din ko agar raat kaho raat kehenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge
joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main shaam ka rangin shokh nazaraa aur bechara ye dil dhoondh ke haara koi sahara par na mili manzil shaam ka rangin shokh nazaraa aur bechara ye dil dhoondh ke haara koi sahara par na mili manzil joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main koi to hum se do baat karta koi to kehta hello ghar na bulaata par ye to kehta kuch door tak sang chalo koi to hum se do baat karta koi to kehta hello ghar na bulaata par ye to kehta kuch door tak sang chalo joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main
jumme ki raat ho ya din jumme raat ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna ye na poochho piya beeti kaise ratiyan kar gayi jadoo teri neeli neeli ankhiyan neeli neeli ankhiyan meetha meetha dard hai nazron ke vaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jao ji jaao hamein aake karo bore na jhhute patake kahin aur jaake chhod na aur jaake
jyot se jyot jagaate chalo jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo raah mein aaye jo deen dukhi raah mein aaye jo deen dukhi sabko gale se lagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo kaun hai ooncha kaun hai neecha sab mein wohi samaaya bhed bhaav ke jhoote bharam mein ye maanav bharmaaya dharm dhawaja haaannnn dharm dhawaja phehraate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo saare jag ke kan kan mein hai divya amar ik aatma ek brahm hai ek satya hai ek hi hai parmaatma pranon se pran haaaannnnn pranon se pran milaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein jaane aise kitne mausam aayen jaayen jeevan mein duniya sulagi aag hai maana jalne de is aag mein dil duniya sulagi aag hai maana jalne de is aag mein dil aag lage se hota kya hai phir bhi khushboo chandan mein kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein pal pal mujhko aisa lagta beet chale andhiyaare din pal pal mujhko aisa lagta beet chale andhiyaare din koi sooraj jhaank raha hai mere man ke angan mein maine teri khaatir kitne sundar sapne dekhe hain maine teri khaatir kitne sundar sapne dekhe hain maathe jhoomar pairon paayal haath saje hain kangan mein kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein
kaanton mein rehne waale kaanton se kya darenge kaanton mein rehne waale kaanton se kya darenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge kaanton mein rehne waale har haal mein khush hoon main kuchh bhi nahin kehna hai jis haal mein rakhe tu us haal mein rehna hai minnat nahin karenge hamse na tu ye kehna o aasmaan waale gaflat mein tu na rehna tere hi faisle ko manzoor hum karenge tere hi faisle ko manzoor hum karenge kaanton mein rehne waale thokren kha kha ke ek din khaak mein mil jaayenge par tere julmon sitam hum na zubaan par laayenge marna to ek din hai darne se faayda kya shikwa gila kisi ka karne se faayda kya rakha hai soch hamne hanste huye marenge rakha hai soch hamne hanste huye marenge kaanton mein rehne waale kaanton se kya darenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge hans hans ke aafaton ka hum saamna karenge kaanton mein rehne waale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jeevan Bhar Dhundha Nadaan (1971) 05:38 16280
 
Poster of Nadaan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Navin Nischal
Duration : 05:38   Song Number : 16280   

Jeevan Sapna (Male) Anokha Pyar (1948) 02:34 40020
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:34   Song Number : 40020   

Jhoom Jhoom Ke Nacho Aaj Andaz (1949) 03:15 20671
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 20671   

Jhoomti Chali Hawa Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:43 12050
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Sohini
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 12050   

Jhuka Jhuka Ke Nigaahen Miss Coca Cola (1955) 03:32 16278
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Shammi Kapoor
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:32   Song Number : 16278   

Jinhen Hum Bhoolnaa Aabroo (1968) 05:43 20676
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 20676   

Jinke Hriday Ram Base Mukesh 03:31 37189
 
Poster of Mukesh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:31   Song Number : 37189   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Male) Saheli (1965) 03:53 11991
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 11991   

Jis Din Se Mile Tum Hum Lalkaar (1956) 03:26 38061
 
Poster of Lalkaar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sanmukh Babu
On Screen Actors- 
Mahipal, Nirupa Roy
Duration : 03:26   Song Number : 38061   

Jis Gali Mein Tera Ghar Kati Patang (1970) 04:21 20678
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 20678   

Jiska Joota Usi Ka Sar Guest House (1959) 03:20 40618
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:20   Song Number : 40618   

Jiss Pyaar Mein Ye Haal Phir Subha Hogi (1958) 03:59 13954
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rahman
Duration : 03:59   Song Number : 13954   

Jo Chala Gaya Use Bhool Ja Saathi (1968) 05:32 14098
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 14098   

Jo Pyaar Tune Mujhko Dulha Dulhan (1964) 03:30 12134
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 03:30   Song Number : 12134   

Jo Tumko Ho Pasand Safar (1970) 04:39 20689
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Sharmila Tagore
Duration : 04:39   Song Number : 20689   

Joshe Jawaani Haai Re Around The World (1967) 03:41 20693
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:41   Song Number : 20693   

Jumme Ki Raat Ho Dulha Dulhan (1964) 04:22 32964
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hayat Varasi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 32964   

Jyot Se Jyot Sant Gyaneshwar (1964) 02:55 31013
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar, Surekha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 31013   

Kaahe Pagali Barkha Chhayi Mutthi Bhar Chawal (1975) 03:11 40495
 
Poster of Mutthi Bhar Chawal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:11   Song Number : 40495   

Kaanton Mein Rehne Wale Matlabi Duniya (1960) 03:26 40427
 
Poster of Matlabi Duniya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Jayant Joshi
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 40427   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh