Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKishore Kumar
HomeKishore Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmmm hmmm ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm kya mausam hai aaaaaa aa haa haa haa aye deewane dil chal kahin door nikal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen koi humdum hai aaaaaa aa aa aa chaahat ke kaabil to kisliye hum sambhal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen jhoom ke jab jab kabhi do dil gaate hain chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain hey hey hey hey hey aisa hai to kho jaane do mujhko bhi aaj yeh kya kam hai aaaaaa aa haa haa haa do pal ko raahi mil jaaye bahel jaaye aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen yeh mastiyaan yeh bahaar dil ho chala beqraar main girta hoon mujhe tham lo bheege labon se mera naam lo duniya ko ab do nazar kyun aaye hum itne karib aao ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hmm hmm hmm hmm hmm khoye se hum khoyi si manzil achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho ho achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho
hey suno to kyun roothi ho maan jaao na hmmm hmmm ummm hmm hmm hmmm hmm hmm chal sapnon ke shaher mein tujhe le jaata hoon chal sapnon ke shaher mein tujhe le jaata hoon teri raahon mein sitaare main bikhraata hoon chal sapnon ke shaher tu kis liye mehnat kare tu hai mohabbat ke liye haseena teri kasam kya hai sitam tere badan se kyun chamakta hai paseena ho oooo main tere haathon ke chhalon se jal jaata hoon chal sapnon ke shaher mein tujhe le jaata hoon chal sapnon ke shaher kadmon ki dhool bankar ye phool tere mere kadam choom rahe hain har ghum se door masti mein choor banke sharaabi se hum jhoom rahe hain ho oooo apni aashaon ki main paalki le aata hoon chal sapnon ke shaher mein tujhe le jaata hoon chal sapnon ke shaher gore gore phoolon jaise panw mein shabnam ki paayal padi hai heere moti pehne huye sheesh mahel mein tu pari banke khadi hai hmm mmmm maine jo dekha hai tujhko bhi dikhlaata hoon chal sapnon ke shaher mein tujhe le jaata hoon teri raahon mein
chala chal lifaafe kabootar ki chaal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe tujhe uske abba ka dhadka nahin tujhe uske abba ka dhadka nahin ke tu ek lifaafa hai ladka nahi mera uske ghar mein hoo haye mera uske ghar mein hai jaana muhaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal mujhe darr hai tujhse bigad jaayegi mujhe darr hai tujhse bigad jaayegi mujhe darr hai tujhse bigad jaayegi tabiyat ki hai garm lad jaayegi koi aisa waisa aisa waisaa koi aisa waisa na karna sawaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki chaal suna ja ke us shokh ko mera haal sunana mera haal is zor se sunana mera haal is zor se ke bandh jaaye wo pyaar ki dor se dikhana kuchh apne haaye hoye dikhana kuchh apne hunar ka kamaal suna ja ke us shokh ko mera haal chala chal lifaafe kabootar ki
chalaa jaataa hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke taraane liye chalaa jaataa hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke taraane liye milan kii mastii bharii aankhon mein hazaaro sapane suhaane liye hoooo chalaa jaataa hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke taraane liye ye masti keeeee nazaare haiiiiii to aise mein sambhalanaa kaisa meri kasam jo laharaatiiiii dagariyaa hooooo to phir kyuu naaaaaa chalun main bahakaa bahakaa re mere jeevan mein ye shaam aayi hai muhabbat waale zamaane liye hoooo chalaa jaataa hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke taraane liye wo aalam bhiiiiiii ajab hogaaaaa wo jab mereeee kareeb aayegi meri kasam kabhii baiyyaaaaa chhudaa legiiiii kabhii hans keeeeee gale se lag jaaegi haai meri baahon mein machal jaayegi wo sachhe jhoote bahane liye hoooo chalaa jaataa hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke taraane liye bahaaro meinnnn nazaaro meinnnnn nazar daalunnnnn to aisaa laage meri kasam wo nainon meinnn bhare kaajallll ghoonghat kholeeee
aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa aaaa chali re chali re gori paniya bharan ko chali re chali re gori paniya bharan ko paniya bharan ko paniya bharan ko aaaa paniya bharan ko ke milne sajan ko paniya bharan ko ke milne sajan ko chali re chali re gori paniya bharan ko chali re chali re gori paniya bharan ko saiyaan se milne jo jaati gujariyaa saiyaan se milne jo jaati gujariyaa saath bhala kaahe laati gagariyaa oo ooo oooo saath agar tu na laati gagariya to shak karti tujhpe saari nagariya raadha gayi thi kahaan raadha gayi thi yunhin milne kisan ko chali re chali re gori paniya bharan ko chali re chali re gori paniya bharan ko jaane de gori chhod bahaana ab to mushkil hai baat chhupaana dekha hai tere mukhde pe preet ka maine rang suhaana tu na maanega maine maana baat na ye sun le aaj zamaana bole dekhi hai preet maine baanwra hai tu hai deewaana aaaa kya kisne kabhi dekha hai pawan ko kya kisne kabhi dekha hai pawan ko chali re chali re gori paniya bharan ko chali re
raam se bada raam ka naam banaye sabke bigde kaam raam se bada raam ka naam banaye sabke bigde kaam chalo bhai raam bharose raam bharose raam bharose hey jiyo bhai raam bharose raam bharose raam bharose raam se bada raam ka naam chalo bhai raam bharose raam bharose raam bharose parmeshwar swyam raksha jiski kare jag bairi ho to kya wo to maare naa mare parmeshwar swyam raksha jiski kare jag bairi ho to kya wo to maare naa mare koi raah mein kaante lakh bichhaye are raam ka banda aage badhta jaaye ho badho bhai raam bharose raam bharose raam bharose hey jiyo bhai raam bharose raam bharose raam bharose sooraj naa uge chanda naa khile uski marzi bina ek patta naa hile sooraj naa uge chanda naa khile uski marzi bina ek patta naa hile are jisne banayi hai ye duniya saari are sabse badi hai uski jimmedari ho raho bhai raam bharose raam bharose raam bharose hey jiyo bhai raam bharose raam bharose raam bharose
chalo bhool jaayen jahaan ko yahaan do ghadi beete huye pal nahin lautte phir kabhi aaaaa haathon pe likh de mera naam honton se tu wahi meri manzil jahaan le chale aaj tu chalo bhool jaayen jahaan ko yahaan do ghadi beete huye pal nahin lautte phir kabhi haathon pe likh de mera naam honton se tu wahi meri manzil jahaan le chale aaj tu teri maang mein hum iraade bharen poore sabhi aaj waade karen dil ko yakeen mere aata nahin bharm mere dil se ye jaata nahin bharm mere dil se ye jaata nahin chalo bhool jaayen jahaan ko yahaan do ghadi beete huye pal nahin lautte phir kabhi aaaaa haathon pe likhde mera naam honton se tu wahi meri manzil jahaan le chale aaj tu laaaa lala laaaaa lala laaaa la lala laaaa oooooo ooooo ooooo ooooo ooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo koi bhool ho maaf karna sanam kabhi waqt dhaaye jo humpe sitam wafaa ki dagar par humesha chalen khushi ho yaa ghum saath har dam rahen khushi ho yaa ghum saath har dam rahen chalo bhool jaayen jahaan ko
hoo hoo hoo hoo hoo cholo jai cholo jai cholo jai chole jai dur bohudur gaye mekhe joribona sona roddur cholo jai chole jai dur bohudur gaye mekhe joribona sona roddur cholo jai chole jai dur bohudur beduine mon ta jeno mane na konoi baron keno aaj eto khushi nei tar konoi karon beduine mon ta jeno mane na konoi baron keno aaj eto khushi nei tar konoi karon baul oi batash je tar ektarate dhorechhe shur baul oi batash je tar ektarate dhorechhe shur cholo jai chole jai dur bohudur gaye mekhe joribona sona roddur cholo jai chole jai dur bohudur furrr buno haash akash neele ude jaay pakha mele khhoti ki oder motoi dujonei hariye gele buno haash akash neele ude jaay pakha mele khhoti ki oder motoi dujonei hariye gele sishire chhoriye achhe sobus ghase laakh kohinur sishire chhoriye achhe sobus ghase laakh kohinur cholo jai chole jai dur bohudur gaye mekhe joribona sona roddur cholo jai chole jai cholo jai chole jai cholo jai chole jai cholo jai chole jai cholo jai chole
hoooooooo haaa haaa haaa haaaa hoooooooo haaa haaa haaa haaaa chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat jaana humko jaana hai wahaan apne dil ki manzil hai jahaan chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo ye safar hai naya hai naye raasteeee chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum jawaan dil jawaan hain jawaan haunsalen chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan sach kabhi honge to mere
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote hanste bas yunhi tum gun gunaate rehana kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge sapanon ko phir bhi tum yunhi sajaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar hum laut aaenge tum yunhi bulaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna rote hanste bas yun hi tum gungunaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna alvida to ant hai aur ant kisne dekha ye judaai hiii milan hai jo humne dekha yaadon mein aa kar tum yun hi gaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna
chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil aa haa oo hoo aise bhi hans lete hain hum aise me bhi dil gaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai aa haa oo hoo koi dukh me jee leta hai koi sukh me mar jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi mein kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi
chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada hey chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ha sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ki tune meri raani ye beimani khoob hai ye ada apna dil na diya mera dil le liya haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada teri to matki tooti apna to dil hi toota haye teri to matki tooti apna to dil hi toota gussa ye chhod jhuta ohh meri roopa kuchh to insaaf kar pyaar se tu na darr chal mere saath ghar haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada oh maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk
hey ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai haan duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar to dekh ja nazdeek se phoolon ka bhi hai kya jigar kaanton ki tej nok par palti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi haan ohh tere hann han han heyyy haa haa hey hey manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin haan aandhi chale ya tufan mile saamne uske jhukna nahin sanche mein rang birang ke dhalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi
apna nahin par apna lage jaane kaisa ye raaz hai hanste hain lab rota hai dil jeene ka ye bhi andaaz hai girti sambhalti jhumti masti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai kya hai galat kya hai sahi kaisa nasha ye kaisa garoor josh e junoon rishte khoon koi bataaye kaise hon door jaani anjaani bhool ki galti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ladte hain kyun aapas mein hum nadaani hai ye diwanapan shohrat rahe na daulat rahegi jaayenge sab hi odhe kafan patjhad mein aur bahaar mein khilti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai
chamka paseena ban ke nageena chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii hey ha ha ha ha gaao re gaao khushiyaan manaao gaao re gaao khushiyaan manaao ab hum ko dar kaisa apne haathon apna naseeba likh lo chaahe jaisa kaam ka dooja naam naseeba kaam se kar lo preeti chamka paseena hey chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii ae hey haa haa mehki hain galiyaan honthon pe kaliyaan mehki hain galiyaan honthon pe kaliyaan aankhon mein laakhon baaten ghadhiyan suhaani bheege jawaani pyaar ki ye barsaaten saath diya hai sabne hamara baazi tabhi to jeeti chamka paseena chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii hey haa haa haa ab laakhon ki
o meri praan sajni champawati aaja haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa o meri praan sajni champawati aaja haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa kaisi masti chhaai hai mehfil rang par aayi hai lekin mere is dil mein sach poochho tanhaai hai champawati tu aaja champawati tu aajaa champawati tu aaja champawati tu aajaa tu na ho to kahin dil ye lage na mera o ho meri praan sajni champawati aajaa haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa haai main saari majbooriyaan kaise bataun piya aaj tujhe dekhe jo jag saara ghoor ke teri kasam aaye laaj mujhe haai main saari majbooriyaan kaise bataun piya aaj tujhe dekhe jo jag saara ghoor ke teri kasam aaye laaj mujhe haai kaise chal ke main aaun sambhal ke main dhalke chunar mori payal baje champawati tu aaja champawati tu aajaa champawati tu aaja champawati tu aajaa tu na ho to kahin dil ye lage na mera o ho meri praan sajni champawati aajaa haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa chhayi
chand chura ke laaya hoon chand chura ke laaya hoon chal baithen church ke peechche ho na koi dekhe na pehchaane baithen ped ke neechche chal baithen church ke peechche kal baapu jaag gaye thei meri laaj ki socho kal baapu jaag gaye thei meri laaj ki socho arre jo hona tha kal hua tha aaj to aaj ki socho jaag gaye to to phir chal baithen church ke peechche ho ho ho chand chura ke laayi hoon chand chura ke laayi hoon chal baithen church ke peechche chal dariya par kashti le kar door kahin beh jaayen chal dariya par kashti le kar door kahin beh jaayen ho dhoondh na paayen basti waale saahil se keh jaayen bol diya to to phir chal baithen church ke peechche arre chand chura ke laaya hoon chand chura ke laaya hoon chal baithen church ke peechche hooo na koi dekhe na pehchaane baithen ped ke neechche chal baithen church ke peechche ho o o chand chura ke laaya hoon chand chura ke laaya hoon chal baithen church ke peechche
chand roz aur meri jaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz tere ghum ke din mere ghum ke din tere ghum ke din mere ghum ke din chale jaayenge kahaa maan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz aansun abhi zara aur hai peena kuchh din isi tarah aur hai jeena aansun abhi zara aur hai peena kuchh din isi tarah aur hai jeena jyaada nahin mere haseen rehnaa hoga pareshaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz phir zindagi hogi pyaar ki khaatir marna jeena hoga yaar ki khaatir phir zindagi hogi pyaar ki khaatir marna jeena hoga yaar ki khaatir hoga jaaneman apna milan dil mein abhi ye armaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz main abhi maang teri bhar naa sakunga ruswaai main teri kar naa sakunga main abhi maang teri bhar naa sakunga ruswaai main teri kar naa sakunga haath khul jaaye daag dhul jaaye phir ye hawaa hai mahmaan chand roz chand roz aur meri jaan chand roz tere ghum ke din mere ghum ke din chale
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chanda chhode chaandni chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni par hum tum hum tum saari zindagi saath na chhodenge chanda chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni chalte chalte mil jaati hai aasmaan se dharti jaise aasmaan se dharti dheere dheere bas jaati hai do dilon ki basti aise do dilon ki basti tere mere ek hain sapne tere mere ek hain sapne saath na chhodenge chanda chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni baithe baithe aa jaati hai yaad kabhi jo puraani yaad kabhi jo puraani tere siva ye saari duniyan lagti hai begaani haaye lagti hai begaani yaad karo wo waade apne yaad karo wo waade apne saath na chhodenge chanda chanda chhode chaandni chaahe sooraj chhode roshni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chal Kahin Door Doosara Aadmi (1977) 07:12 13178
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 07:12   Song Number : 13178   

Chal Sapnon Ke Shaher Deewangee (1976) 04:08 39381
 
Poster of Deewangee (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 04:08   Song Number : 39381   

Chala Chal Lifaafe Deedar-E-Yaar (1982) 05:07 19201
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 19201   

Chala Jata Hoon Mere Jeevan Saathi (1972) 04:25 12052
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:25   Song Number : 12052   

Chali Re Chali Re Gori Mr X In Bombay (1964) 05:27 39967
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:27   Song Number : 39967   

Chalo Bhai Raam Bharose Ram Bharose (1977) 05:07 37606
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 37606   

Chalo Bhool Jaayen Do Jhoot (1975) 05:12 16228
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Patel
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:12   Song Number : 16228   

Chalo Jai Chole Jai Kishore Kumar 02:59 17899
 
Poster of Kishore Kumar
 
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 17899   

Chalte Chale Lehron Ke Saath Saaheb (1985) 07:25 18321
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 07:25   Song Number : 18321   

Chalte Chalte Chalte Chalte (1976) 05:08 18437
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:08   Song Number : 18437   

Chalte Chalte (Sad Version) Chalte Chalte (1976) 02:29 18440
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 02:29   Song Number : 18440   

Chalte Chalte In Atma Ram (1979) 05:37 12749
 
Poster of Atma Ram (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Thakur
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Satrughan Sinha, Bindiya Goswami
Duration : 05:37   Song Number : 12749   

Chalte Chalte Peechhe Mudke Dekh Jaise Ko Taisa (1973) 03:40 36414
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 03:40   Song Number : 36414   

Chalti Ka Naam Zindagi Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 05:11 38211
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 38211   

Chalti Ka Naam Zindagi - II Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 03:33 17095
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 17095   

Chamka Paseena Ban Ke Resham Ki Dori (1974) 04:24 14074
 
Poster of Resham Ki Dori (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:24   Song Number : 14074   

Champawati Aaja Annadata (1972) 06:06 33009
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Madhumati, Gopi Krishna
Duration : 06:06   Song Number : 33009   

Chand Chura Ke Laaya Hoon Devta (1978) 03:29 13061
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Shabana Azmi
Duration : 03:29   Song Number : 13061   

Chand Roz Aur Meri Jaan Sitamgar (1985) 04:56 15741
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 15741   

Chanda Chhode Chaandni Khel Kismat Ka (1977) 03:23 40579
 
Poster of Khel Kismat Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 40579   
Karaoke Songs of kishore kumar, Sad Songs of kishore kumar, Love Songs of kishore kumar, Dance Songs of kishore kumar, Hip-hop songs of kishore kumar, Best songs of kishore kumar, Super hit songs of kishore kumar, hit songs of kishore kumar, duet songs of kishore kumar, solo songs of kishore kumar, old songs of kishore kumar, famous songs of kishore kumar, Hindi Karaoke Songs of kishore kumar, Hindi Sad Songs of kishore kumar, Hindi Love Songs of kishore kumar, Hindi Dance Songs of kishore kumar, Hindi Hip-hop songs of kishore kumar, best Hindi songs of kishore kumar, super hit Hindi songs of kishore kumar, hit Hindi songs of kishore kumar, duet Hindi songs of kishore kumar, solo Hindi songs of kishore kumar, old Hindi songs of kishore kumar, famous Hindi songs of kishore kumar, Sing Along Songs of kishore kumar, Sing Along Sad Songs of kishore kumar, Sing Along Love Songs of kishore kumar, Sing Along Dance Songs of kishore kumar, Sing Along Hip-hop songs of kishore kumar, Sing Along Best songs of kishore kumar, Sing Along Super hit songs of kishore kumar, Sing Along hit songs of kishore kumar, Sing Along duet songs of kishore kumar, Sing Along solo songs of kishore kumar, Sing Along old songs of kishore kumar, Sing Along famous songs of kishore kumar