Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShammi Kapoor
HomeShammi Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho ho ho ho ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki jiske liye jeete hain log jiske liye jeete hain log bas hai kami us naam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ho jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye ho jiska nahin hai unwaan koi aisi kahaani hai ye o naa hai khabar aagaaz ki naa hai khabar aagaaz ki na hai khabar anjaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa mele mein jaise koi akelaa aise tarsta rahaa poochho na ye kaise bhalaa poochho na ye kaise bhalaa maine subah se shaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log o rakhte hain heere moti sajaake apni dookanon mein log bazaar mein
yeh umar hai kya rangeeli yeh nazar hai kya nasheeli pyaar mein khoye khoye nain hamara rom rom bechain hamara hi zamaana hai haaye ham par thi jawaani aur duniya thi deewani kisi ke hum bhi the dildaar koi karta tha hamse pyaar hamara bhi zamaana tha haaye hum par thi jawaani ye matwali chanchal aankhein dekhe sapne pagal aankein guzra bachpan chhayi baharen guzra bachpan chhayi baharen chaal huyi mastaani yeh umar hai kya rangeeli yeh nazar hai kya nasheeli pyaar mein khoye khoye nain hamara rom rom bechain hamara hi zamaana hai yeh umar hai kya rangeeli dum hai jab tak ohho jeevan apna hmm hmm are jaan hai jab tak hmmm sab kuchh apna wah re budhhe dil ki baatein sun lo ab to dil ki baatein sun lo ab to aankhon ki zubaani oooo haaye hum par thi jawaani aur duniya thi deewani kisi ke hum bhi the dildaar koi karta tha hamse pyaar hamara bhi zamaana tha haaye hum par thi jawaani jeevan kya hai haste rehna mann maujon mein behte rehna chupke baitho maane na hum
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu lal lal lal la laa lal lal lal laa la lal lal lal la laa lal lal lal la ha ha ha ha ha chaand taaron se chalna hai aage aasmaanon se badhna hai aage chaand taaron se chalna hai aage aasmaanon se badhna hai aage peechhe rah jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu lal lal lal la laa lal lal lal laa la lal lal lal la laa lal lal lal lal la hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parwaah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parwaah na kar muskurate huye din bitana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin tere girne mein bhi teri haar nahin ke tu aadmi hai avtaar nahin jo ho des wo bhes bana pyaare chale jaise bhi kaam chala pyaare pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi jahaan sach naa chale wahaan jhooth sahi jahaan haq naa mile wahaan loot sahi yahaan chor hai sab koi saadh nahin sukh dhundh le sukh apraadh nahin pyaare tu ghum naa kar zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal isse khona nahin kho ke rona nahin isse khona nahin kho ke rona nahin zindagi hasne gaane ke liye hai pal do pal zindagiiii
zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai haaye re wo insaan ke jisko ghum ki nazar lag jaaaaye haaye re wo insaan ke jisko ghum ki nazar lag jaaaaye chupke chupke aah bhare aur munh se naa kuchh keh paaye dil apna hanstaa hai khud par aur kabhi rota hai kabhi rota hai zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai jhoothi hai duniyaa ki bahaaren rang hai saare kachche jhoothi hai duniyaa ki bahaaren rang hai saare kachche waqt pade to thaam len daaman phool se kaante achhchhe iss gulshan mein kadam kadam par ek naya dhoka hai naya dhoka hai zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai jab insaan akela tha to dukh bhi na the jeevan mein jab insaan akela tha to dukh bhi na the jeevan mein paaya jab humraahi usne doob gaya uljhan mein ye
zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu aa gaye shukriya o mere meharbaan sun ke jaana sanam pyaar ki daastaan aa gaye shukriya o mere meharbaan mera kya haal hai ye to na puchiye mehfil hai aapki mehfil mein baithiye mera kya haal hai ye to na puchiye mehfil hai aapki mehfil mein baithiye jaldi hai kaun si aaye ho door se julfon ki chanv mein dam to le leejiye zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu aa gaye shukriya o mere meharbaan aaye mere liye mujhpe ehsaan hai dil to kya jaan bhi tumpe kurbaan hai aaye mere liye mujhpe ehsaan hai dil to kya jaan bhi tumpe kurbaan hai ek baar pyaar se mujhko bhi dekh lo jindagi mein mera yehi armaan hai zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu aa gaye shukriya o mere meharbaan sun ke jaana sanam pyaar ki daastaan aa gaye shukriya o mere meharbaan
zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaana mujhko bura samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe laaya tha dil ko nazar karne qurbaan ye jaan o jigar karne unke bina mera haal hai kya aaya tha unko khabar karne aaya tha unko khabar karneeee taal diya lekin mujhko bala samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe haaye dil mere bure hain din tere ke maar hi naa daale kisi ki bedili unka muskurana gali se aana jaana humara loot jaana humari galtiiiii jaan ke dushman ko jaane wafaa samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe kya hai muhabbat pyaar hai kya koi unhen batlaaye zara husn gazab ka husn sahi jaan to len dildaar hai kya jaan to len dildaar hai kyaaaaa baat wo karte hain baat bina samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaanaaaa mujhko bura samjhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Zindagi Kuchh Bhi Sahi Romance (1983) 06:04 17855
 
Poster of Romance (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 17855   

Yeh Umar Hai Kya Professor (1962) 04:36 13993
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Shammi Kapoor, Various
Duration : 04:36   Song Number : 13993   

Zindagi Ek Safar Hai Suhana (Female) Andaz (1971) 02:32 36587
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Hema Malini
Duration : 02:32   Song Number : 36587   

Zindagi Hansne Gaane Zameer (1975) 03:37 14447
 
Poster of Zameer (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 14447   

Zindagi Kya Hai Ghum Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 07:05 14014
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 07:05   Song Number : 14014   

Zuby Zuby Jalembu An Evening In Paris (1967) 03:29 39333
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:29   Song Number : 39333   

Zulm O Sitam Ko Bhi Hum Jawan Mohabbat (1971) 04:09 13434
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:09   Song Number : 13434   
Karaoke Songs of shammi kapoor, Sad Songs of shammi kapoor, Love Songs of shammi kapoor, Dance Songs of shammi kapoor, Hip-hop songs of shammi kapoor, Best songs of shammi kapoor, Super hit songs of shammi kapoor, hit songs of shammi kapoor, duet songs of shammi kapoor, solo songs of shammi kapoor, old songs of shammi kapoor, famous songs of shammi kapoor, Hindi Karaoke Songs of shammi kapoor, Hindi Sad Songs of shammi kapoor, Hindi Love Songs of shammi kapoor, Hindi Dance Songs of shammi kapoor, Hindi Hip-hop songs of shammi kapoor, best Hindi songs of shammi kapoor, super hit Hindi songs of shammi kapoor, hit Hindi songs of shammi kapoor, duet Hindi songs of shammi kapoor, solo Hindi songs of shammi kapoor, old Hindi songs of shammi kapoor, famous Hindi songs of shammi kapoor, Sing Along Songs of shammi kapoor, Sing Along Sad Songs of shammi kapoor, Sing Along Love Songs of shammi kapoor, Sing Along Dance Songs of shammi kapoor, Sing Along Hip-hop songs of shammi kapoor, Sing Along Best songs of shammi kapoor, Sing Along Super hit songs of shammi kapoor, Sing Along hit songs of shammi kapoor, Sing Along duet songs of shammi kapoor, Sing Along solo songs of shammi kapoor, Sing Along old songs of shammi kapoor, Sing Along famous songs of shammi kapoor