Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBappi Lahiri
HomeBappi Lahiri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


beparda nazar aayin jo kal chand biwiyaan akbar zameen mein gairate kaumi se gad gaya poochha jo maine aapka parda wo kya hua kehne lagi ke akal pe mardon ki pad gaya niklo naa benaqaaaaaab niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai aur uspe ye shabaaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye sab kuchh humen khabar hai nasihat naa kijiye kya honge hum kharaaaaab zamaana kharaab hai kya honge hum kharaaaaab zamaana kharaab hai aur uspe ye shabaaaaaaab zamaana kharaab hai niklo naa benaqaaaaaab zamaana kharaab hai matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein matlab chhupaa hua hai yahaan har sawaal mein do soch kar jawaaaaaaab zamaana kharaab hai do soch kar jawaaaaaaab
o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara sanam yun dil pe chha gaye kahaani aam ho gayi chaman mein tum jo aa gaye har kali jaam ho gayi sanam yun dil pe chha gaye kahaani aam ho gayi chaman mein tum jo aa gaye har kali jaam ho gayi jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zaraa jawaan mausam hai dil jawaan mohabbat kyun na hum karen mil gaye donon dil to phir kaise dil pe sitam karen jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zaraa bas itna chaahta hai dil sanam hum tere ho rahen husn ki shokhiyaan rahen ishq ki
o laal dupatte waali tera naam to bataa o kaale kurte waali tera naam to bataa naam to bata tera naam to bata tera naam to bata oye hoye oye hoye oye hoye haaye haaye o naam ke deewane tu kaam to bata o naam ke deewane tu kaam to bata kaam to bata tera kaam to bata tera kaam to bataaaa oye hoye hoye hoye oye hoye haaye haaye o laal dupatte waali tera naam to bataa o kaale kurte waali tera naam to bataa are dekhte hi humko tu pasand aa gayi rehne lagi dil mein tu aankhon pe chhaa gayi are dekhte hi humko tu pasand aa gayi rehne lagi dil mein tu aankhon pe chhaa gayi pehli mulaaqat mein ladki nahin khulti har ajnabi pe dil ki ye khidki nahin khulti khidki nahin khulti ye khidki nahin khulti ye khidki nahin khulti dil ke liye dil ka koi paigaam to bata aashique ka tere kya hoga anjaam to bata o laal dupatte waali tera naam to bataa o kaale kurte waali tera naam to bataa o naam ke deewane tu kaam to bata o naam ke deewane tu kaam to bata o soniye aaaa haaa aaaa haaa o
hmm hey hey hey hey bujurgon ne bujurgon ne farmaaya ke pairon pe apne khade ho ke dikhlaao phir ye zamaana tumhaara hai zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai are to lo bhaiya hum apne pairon ke oopar khade ho gaye aur mila li hai taal dabaa lega daanton tale ungaliyaan liyaan ye jahaan dekha kar dekh kar apni chaal hmmmm ke pag ghunghroo ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi aur hum naache bin ghunghroo ke ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi wo teer bhala kis kaam ka hai jo teer nishaane se chooke chooke chooke re ke pag ghunghroo pag ghunghroo baandh miraa naachi thi pag ghunghroo baandh miraa naachi thi naachi thi naachi thi naachi thi haan ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi aap andar se kuchh aur bahaar se kuchh aur nazar aate hain baakhuda shakl se to chor nazar aate hain umr guzari hai saari chori mein saare sukh chain band jurm ki tijoori mein aap
palkon ke tale jo sapne pale jaanam wo sapne to sach ho gaye palkon ke tale jo sapne pale jaanam wo sapne to sach ho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan dil ki raahon mein teri baahon mein aaye hum to jaanam hum kho gaye dil ki raahon mein teri baahon mein aaye hum to jaanam hum kho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan ye aasmaan hai ke tune lehraaya hai neela aanchal hoooo dharti hansi hai ki tune chankaayi hai apni paayal tere pyaar ke ye baadal ghane barse to dil ke saath ghum ho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan resham si hain naram raahen chhaye hain phoolon ke saaye hoooo aisi nashili fiza mein dil kyun behek hi na jaaye dekho ye nasha hai badhne
are petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai haan petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai yes madam i am at your service kukdu kuku jaisa kahenge waisa karenge dheeraj dil mein rakhna dekho line bohot badi hai o dekho line bohot badi hai are petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai jaisa kahenge waisa karenge dheeraj dil mein rakhna dekho line bohot badi hai o dekho line bohot badi hai stop it o o chhore o o gore kad ke lambe akal ke kore kisne tujhko kaam pe rakha aata jaata kaam nahin kuchh tyre hai mera naram hawa bhi hai kuchh kam o o chhore o o gore kad ke lambe akal ke kore kisne tujhko kaam pe rakha aata jaata kaam nahin kuchh tyre hai mera naram hawa bhi hai kuchh kam are kisi ke baap ka nahin main naukar karta hoon apni duty dekho sabko jaldi padi hai badi mushkil aan padi hai are petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai jaisa kahenge waisa karenge dheeraj dil mein rakhna dekho line bohot badi hai o dekho line bohot
phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay emni anek katha thake ajana ami to janini age pabo je tomay ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui uii tomar hridaye jodi jage kono sur akasher ei rang lage go modhur tomar hridaye jodi jage kono sur akasher ei rang lage go modhur sei sure sei range aloy chhayay tumi ami mile mishe aachhi dujonay ui ui ui ui ui ui ui ui ui uiiii ui ui ui ui ui ui ui phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay chaina jabone kichhu tomake je chai ajana sagor srote cholo bhese jai chaina jabone kichhu tomake je chai ajana sagor srote cholo bhese jai notun prithibi gori taray taray duti pran mile jai ek mohonay ui ui ui ui ui ui ui uiiiiii ui ui ui ui ui ui phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay emni anek katha thake ajana ami to janini age pabo je tomay ui ui ui ui ui ui ui uiiiiii ui ui
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa phoolon ki tarah wo hansti thi kaliyon ki tarah muskaati thi wo tumse bilkul milti hai khaabon mein mere jo aati thi phoolon ki tarah wo hansti thi kaliyon ki tarah muskaati thi wo tumse bilkul milti hai khaabon mein mere jo aati thi phoolon ki tarah wo hansti thi jeevan ki dhadkan ban kar wo chha jaati thi in saanson mein aur main bhi dooba rehta tha uski matwaali aankhon mein tum jaise sharma jaati ho aise hi wo sharmaati thi phoolon ki tarah wo hansti thi tu mere tasawwur mein aa kar aksar khaamosh si rehti thi na main tujhse kuchh kehta tha na tu mujhse kuchh kehti thi kuchh maine agar kehna chaaha teri nazar jhuk jaati thi phoolon ki tarah wo hansti thi honthon ko ijaazat tum de do izhaar muhabbat ka kar lun keh do agar jo aaj mujhe in baahon mein tum ko bhar lun ye pyaari si soorat hai wohi din raat nazar jo aati thi phoolon ki tarah wo hansti thi kaliyon ki tarah muskaati thi wo tumse bilkul milti hai khaabon mein mere
phoolon tumhein pata hai mann kyun khila khila hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna phoolon tumhein pata hai mann kyun khila khila hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna phoolon tumhein pata hai har shaam hai sindoori har din lage suhaana jab se dil ne maana unko to apna rangon tumhein pata hai mann kyun ranga ranga hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna phoolon tumhein pata hai kayi baar ye hua hai jab saamne wo aayi kuchh bhi keh na paaye jhuk gaye naina nainon tumhein pata hai manmeet wo mila hai mera bhed ye kissi se na kehna kissi se na kehna kissi se na kehna
pukaaro tum kahaan ho pukaaro pukaaro tum kahaan ho pukaaro mujhko yun na rulaao ho kahaan tum bulaao pukaaro tum kahaan ho pukaaro khelo na humjoli mujhse aankh micholi khelo na humjoli mujhse aankh micholi shaam huyi ghar chali panchhiyon ki toli pukaaro tum kahaan ho pukaaro pukaaro tum kahaan ho pukaaro kohra sa hai chhaya andhera ghir aaya kohra sa hai chhaya andhera ghir aaya akele mein ghabraaye ye komal kaaya pukaaro tum kahaan ho pukaaro pukaaro tum kahaan ho pukaaro mujhko tum na rulaao ho kahaan tum bulaao pukaaro tum kahaan ho pukaaro pukaaro tum kahaan ho pukaaro pukaaro tum kahaan ho pukaaro
pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye roop rang par marta aaya sadiyon se ye zamana main mann ki sundarta dekhoon pyaar ka main deewana tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye toofan mein baahon ki patwaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mere siwaa tum aur kisi ko dil mein na aane dogi phoolon ki to baat hi kyaa hai kaanton pe saath chalogi tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye din raat wafaa ka ikraar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye
pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar jab koi naam kitabon pe likhe kisi ka chup kar hothon pe chalak jaye halki hansi kisi se mil kar tan man par jab ho bekhudi ka asar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar lage jab duniya ke rang sabhi badle badle kisi ke milan ko ye dil tarse har pal machle dil par koi jab zor kuchh na chale pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar lalala la lala lalala la lala la
pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karo jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karooooo pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saansen chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saans chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa
tohfa tohfa tohfa tohfa laaya laaya laaya laaya mere mere mere mere dil pe chhaya chhaya chhaya pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiyeeeeee pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiye tohfa tohfa tohfa tohfa laaya laaya laaya laaya jaan ke bina jaise ho tann tere bina main aise sajan kasturi saa tera badan mehki mehki phirti pawan hoo jaan ke bina jaise ho tann tere bina main aise sajan kasturi saa tera badan mehki mehki phirti pawan daude mere mann ka hiran chhune ko yauwan tera ta ta ta pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiyeeeeee pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiye tohfa tohfa tohfa tohfa laaya laaya laaya laaya tohfa to bas ik naam hai dil ka mere
pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate milte hi do anjaane pehchane lagte hain milte hi do anjaane pehchane lagte hain jinke aage apne bhi begaane lagte hain ye daaman wo daaman hain jo chhode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate do dil ik duje ki taraf khichte hi aate hain do dil ik duje ki taraf khichte hi aate hain parvat se sagar se bhi roke nahin jaate hain is path par chal pade kadam to mode nahin jaate pyaar ke rishte jud jaate hain jode nahin jaate ye bandhan wo bandhan hain jo tode nahin jaate jo tode nahin jaate pyaar ki chhoti si bagiya mein chhota sa phool khila hai pyaar ki chhoti si
love love is god god is love love love love pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam radhe radhe radhe radhe radhe shyam radhe shyam radhe shyam radhe shyam aao ye duniya chhod do aao ye rishte tod do yahi to waqt hai dilon ko jod do yahi to waqt hai dilon ko jod do aao pyaar karein hum lekar uska naam radhe shyam radhe shyam pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam aa kategi zindagi aa teri aaraam se shuru kar pyaar ko usi ke naam se shuru kar pyaar ko usi ke naam se uska naam jo lega ho jaaye saare kaam radhe shyam radhe shyam pyaar mein jeena pyaar mein marna pyaar se lena hai uska naam radhe shyam radhe shyam radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam ye do din mauj hai ye do din mela hai koi saathi bana abhi tu
pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle dil dil dhadke dil dil dil dhadke dil jaise koi shola bhadke aise bhadke dil uu pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle pal pal chanchal mann dole jane kya kya dil bole pal pal chanchal mann dole jane kya kya dil bole mil mil jaake use mil mil mil jaake use mil tanha tanha jina tera pyare hai mushkil uu pal pal chanchal man dole jane kya kya dil bole khel khel khel khel tu dil se khel mel mel mel kar tu dil se mel khel khel khel khel tu dil se khel mel mel mel kar tu dil se mel ye ye tera hai ye ye tera hai tu na ho to dil mein andhera hai uu pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle
heeeyyyyy he hey pyaar tumne kiya na ho to hamse shuruaat karo pyaar tumne kiya na ho to hamse shuruaat karo main laila ki chhutti kar doon tum majnu ko maat karo jhinka chika jhinka chika jhinka chika jhinka chika takita takita takita takita taa hey dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo main ranjhe ki chutti kar doon heer ko tum bhi maat karo jhinka chika jhinka chika jhinka chika jhinka chika takita takita takita takita taa saath kisike dekh ke tumko hum to jal hi jayenge ek se baat karoge tum hum do se aankh ladayenge saath kisike dekh ke tumko hum to jal hi jayenge ek se baat karoge tum hum do se aankh ladayenge donon mein jo are teesra aaya hum to mar hi jaayenge aan han han han han chuppp dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo dil tumne diya na ho to humse shuruaat karo main ranjhe ki chutti kar doon heer ko tum bhi maat karo jhinka chika jhinka chika jhinka chika jhinka chika takita takita takita takita
pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang hmm hmmm balma anaadi ho pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho duniya phir humse jalegi jhuk ke humein bhi salaam karegi hmm pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho saare jahaan ki khushiyan saiyyan pe waar dungi jo de sake na koi itna pyaar dungi naukron ke hote khana khud banaaun chai bhi apne haathon se pilaaun hmm pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho o o heyyy hoo heyy hoo oo heyyy hoo heyy hoo oo garmi ke din jo ho to kashmir chale jaayen ho o o o oo o garmi ke din jo ho to kashmir chale jaayen rangeen waadiyon mein ja ke kho jaayen jharnon ki tarah hum jhoome naache gayen aur phoolon ke sang mein hum bhi muskuraayennnnn hmm pyaara ek bangla ho bangle mein gaadi ho gaadi mein mere sang balma anaadi ho lala lala la la la hmm hmm hmm hmm lala lala la la la hmm hmm hmm hmm hey hey oh
pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan pyaar ki rim jhim rim jhim laagi bheega mera tann mann aahaa haaye hey hey pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan oh pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan naam tumhaara har dhadkan mein mann mein tumhaari hai chhavi ohh ohh pyaar se maine tumko paaya pyaar hi pooja hai meri mujhko sahaara mila dooba kinaara mila tum jab sang sang aaye ahaa ahaa haa pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan are pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan main galiyon ki dhool thi udke ang tumhaare ja lagi ohh ohh chandan banke mehek uthi main socha nahin tha ye kabhi tumne sajaaya mujhe tumne sanwaara mujhe tumne hi sapne jagaaye ahaa ahaa haa pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan are pyaasi nigaahon mein saajan tum aa gaye banke saawan pyaar ki rim jhim rim jhim laagi bheega mera tann mann ahaa haa ahaa haa pyaasi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Niklo Na Benaqab Pankaj Udhas 07:11 17998
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:11   Song Number : 17998   

O Humdum Jhoom Le Zara Haiwan (1977) 03:51 40371
 
Poster of Haiwan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Pradeep Chaudhary
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee
Duration : 03:51   Song Number : 40371   

O Laal Dupatte Waali Aankhen (1993) 05:49 18696
 
Poster of Aankhen (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Govinda, Chanki Pandey
Duration : 05:49   Song Number : 18696   

Pag Ghunghroo Baandh Namak Halaal (1982) 06:29 12408
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:29   Song Number : 12408   

Palkon Ke Tale Sailaab (1990) 05:16 15156
 
Poster of Sailaab (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Aditya Pancholi
Duration : 05:16   Song Number : 15156   

Petrol Bharo Aaj Ka Daur (1985) 04:30 39831
 
Poster of Aaj Ka Daur (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Jackie Shroff
Duration : 04:30   Song Number : 39831   

Phool Keno Laal Hoy Asha Bhosle 03:57 36795
 
Poster of Asha Bhosle
 
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:57   Song Number : 36795   

Phoolon Ki Tarah College Girl (1978) 05:00 18269
 
Poster of College Girl (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kohli
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sachin
Duration : 05:00   Song Number : 18269   

Phoolon Tumhein Pata Hai Kissi Se Na Kehna (1983) 04:19 12202
 
Poster of Kissi Se Na Kehna (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Deepti Naval
Duration : 04:19   Song Number : 12202   

Pukaaro Tum Kahaan Ho Pukaaro Runa Laila 03:26 39005
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Indipop
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Runa Laila
Duration : 03:26   Song Number : 39005   

Pyaar Chaahiye Mujhe Manokaamnaa (1979) 04:14 12379
 
Poster of Manokaamnaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Kalpana Aiyar, Madhu Kapoor
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 12379   

Pyaar Hai Bas Yahi Sheesha (1986) 03:43 36825
 
Poster of Sheesha (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Moon Moon Sen
Duration : 03:43   Song Number : 36825   

Pyaar Hi Jeene Ki Soorat Armaan (1981) 05:16 12297
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Duration : 05:16   Song Number : 12297   

Pyaar Ka Tohfa Tohfa (1984) 05:42 18546
 
Poster of Tohfa (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 05:42   Song Number : 18546   

Pyaar Ke Rishte Geetanjali (1993) 06:38 19182
 
Poster of Geetanjali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:38   Song Number : 19182   

Pyaar Mein Jeena Do Ustad (1982) 08:46 12175
 
Poster of Do Ustad (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Uthup
On Screen Actors- 
Kalpana Aiyar
Duration : 08:46   Song Number : 12175   

Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Suraag (1982) 04:13 32527
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 32527   

Pyaar Tumne Kiya Na Maqsad (1984) 05:17 36932
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:17   Song Number : 36932   

Pyaara Ek Bangla Ho Aap Ki Khatir (1977) 05:49 32957
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Rekha
Duration : 05:49   Song Number : 32957   

Pyaasi Nihahon Mein Saajan Bazar Band Karo (1974) 03:18 19257
 
Poster of Bazar Band Karo (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:18   Song Number : 19257   
Karaoke Songs of bappi lahiri, Sad Songs of bappi lahiri, Love Songs of bappi lahiri, Dance Songs of bappi lahiri, Hip-hop songs of bappi lahiri, Best songs of bappi lahiri, Super hit songs of bappi lahiri, hit songs of bappi lahiri, duet songs of bappi lahiri, solo songs of bappi lahiri, old songs of bappi lahiri, famous songs of bappi lahiri, Hindi Karaoke Songs of bappi lahiri, Hindi Sad Songs of bappi lahiri, Hindi Love Songs of bappi lahiri, Hindi Dance Songs of bappi lahiri, Hindi Hip-hop songs of bappi lahiri, best Hindi songs of bappi lahiri, super hit Hindi songs of bappi lahiri, hit Hindi songs of bappi lahiri, duet Hindi songs of bappi lahiri, solo Hindi songs of bappi lahiri, old Hindi songs of bappi lahiri, famous Hindi songs of bappi lahiri, Sing Along Songs of bappi lahiri, Sing Along Sad Songs of bappi lahiri, Sing Along Love Songs of bappi lahiri, Sing Along Dance Songs of bappi lahiri, Sing Along Hip-hop songs of bappi lahiri, Sing Along Best songs of bappi lahiri, Sing Along Super hit songs of bappi lahiri, Sing Along hit songs of bappi lahiri, Sing Along duet songs of bappi lahiri, Sing Along solo songs of bappi lahiri, Sing Along old songs of bappi lahiri, Sing Along famous songs of bappi lahiri